GOLU- Sir jab log hindi,Eng,Urdu
Mein bolt hain To Maths Mein Kaise Bolte Honge.
Tchr- jayad 3,5, Na Kar
9,2,11 Ho le ni to 4,5, jad denge
to 6k36 Dikhne lagenge.
kabhi tumhari yaad aati hai to sms padh leti hun......aur jayada yaad aati hai to sms bhej deti hun.....aur kabhi tumhari aawaj sunna chahti hu to ek pathhar utha ke kutte ko mar deti hu
Biwi Market Se Lauti.
Pati: Mera Andaza Yeh Keh Raha Hai
Ki Iss Dibbe Mein Koi Khaane Ki Cheez Hai.
Patni: Arey Wah Mere Pati Parmeshwar,
Aap Ne Bilkul Sahi Andaza Lagaya Hai,
Isme Mere Naye Sandals Hain.
Mansoon Pe Likha Ek Sher Padosan Ke
Liye
Aasmaan Pe Kaali Ghata Chaayi Hai
Aaj Fir Gharwali Ne Do Baat Sunayi
Hai
Dil Karta Hai Sudhar Jau Magar
Padosan Aaj Fir Bheeg Kar Aayi Hai...
Ayi thi mairi qaber pey diya jalaney k liye
Ghor kijiye ga
Ayi thi mairi qaber pey diya jalaney k liye
Rakha houa tail ley gai suhaag rat mananey k liye
Hasino Ke Chehre Pe Har Waqt Khushi Hoti Hai,
Un Ke Labo Pe Har Waqt Hansi Hoti Hai,
Par Jish Hasina Pe Ye DiL Aata Hai,
Wo Pehle Se Hi Fansi Hoti Hai.
GirL to another girl: "You are beautiful'
Other girl: "Thank you, you are beautiful too"
&
BOY to another boy: "You are handsome"
Other boy: "Tu Gay to nahi hai na saale?" :-P
Boy- hm 45 bhai behan h
Grl- what ?
tmhare ghr population check krne wale nhi aaye the ...
Boy - Aaye the pr hm padh rahe the , vo COACHING centr samajh kr chley gaye the
Ishq me ye anjaam paya hai,
haat piar taoote muh se khoon aya hai,
hospital pahucha to nurse ne farmaya,
baharo PHOOL BARSAO kisi ka mehboob aaya hai…. :D
Teri bato pe dil haru....
Wah ! wah!
Teri surat pe jaan waru....
Wah! wah!
Jis din nahi ata tera sms
Dil karta he teri kanpatti
Pe 2,4 maru.....
Ab bolo wah! wah!
Arz Kiya Hai......
Nahi Mera Naam Us Ke Sim Card Me,
Waah... Waah...
Nahi Mera Naam Us Ke Sim Card Me,
Aur Me Sapna Dekhta Hu Ki Ho Uska Naam Mere RationCard Me.
एक बार एक लड़की मंदिर में भगवान से मन्नत मांगती है… हे भगवान किसी समझदार लड़के को मेरा ब्वॉयफ्रेंड बना दो प्लीज… भगवान बोले- अगर समझदार होगा तो इस लफड़े में ही नहीं पड़ेगा… घर जाओ बेटी