Phle Wo Meri GF Thi, Mai Bolta Or Wo Sunti Thi.
Fir Wo Meri Mngetr Bni, Wo Bolti Or Mai Sunta Tha.
Ab Wo Meri BV Hai, Ham 2no Bolte Hai
Pura Mohalla Sunta Hai.
Fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi,
Zindagi zulf nahi jo fir se sawar jayegi.
Jo khushi de tumhe thaam lo daaman uska,
Zindagi roke nahi has ke gujar jayegi.
Aapki Shaan Me Arz Hai,
Wo Tumhe Door Se Dekh Kar Hi Dupatta Sambhal Leti Hai,
Waah... Waah...
Wo Tumhe Door Se Dekh Kar Hi Dupatta Sambhal Leti Hai,
Main Hairan Hu Is Baat Se Ki Wo Tumhari Niyat Pehle Se Hi Kaise Pehchan Leti Hai.?
क्या जनवरी क्या फरवरी.. क्या करे नवम्बर दिसम्बर को, जब तुम :person_with_blond_hair:♀ही नहीं :point_up:मेरे :slight_smile:पास ते आग :fire:लगे कलेंडर:calendar_spiral: को....
Guard: Madam iss swimming pool me nahana mana hai..
Girl: Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi Bataya..
Guard: Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe nahi...
A...DON
Boy:papa sach aur raz main kaya farq hai?
Papa:Tum mairey batey ho yeh sach hai msg parhney wala b maira hi beta hai yeh aik raz hai
A waji a kun tey
Gandi ulaad na maza na suwaad
Log Kehte Hai Ki Pyar Ek
Aisi Bimari Hai,
Jiski Koi Dawa Nahi Hoti,
Hum Kehte Hai Bewfai Ek
Aisi Dawa Hai,
Jisse Ye Bimari Dubara
Nahi Hoti…
Abhishek98.Tk
BETI ki mohabbat ko
kabhi Aazmana nahi,
woh phool hai usse
kabhi Rulana nahi,
BAAP ka toh Maan
hoti hai BETI,
Zinda
Hone ki Pehchan Hoti
hai BETI,
Uski Ankhe
kabhi Num na Hone
dena,
Uski zindagi se
khushiya kabhi kam
na Hone dena,
Ungli pakad ke kal jis ko
Chalaya tha tumne,
Phir Usko hee Doli mai
Beethana hai tumhe,
Bahut Chota sa Safar
Hota hai BETI ka saath
Bahot kum Waqt ke
Liye hoti hai woh
hamare pass....
Ek Maa Ki Request Hai
Please Ye Msg Itna Felao Ke Us Ke Beto Tak Pahuch Jaye..
Beta Ramesh Aur Suresh Pitaji Ki Patlun
Ek Bilaan Chhoti Ho Gayi Ho To Ghar Wapas Aa Jao.
Aaj Main Beemar Hu
Jism Toot Raha Hai,
Aur Hatho Se Takat Nikalti Jaa Rahi Hai,
Kuch Samj Nahi Aa Raha Kya Kru.?
ChaL Ab Natak Chhor Aur Jaldi Se sMs Kar.
Teacher:- Table Pe Ink Gira Kar,Bola Kisne Is Ink Ko Girai Hai...
Teacher Student Se:-Tum Is Line Ko Kis Tarha Bol Sakte Ho...?
Student:- Ye Kis Bloody Idiot Kuttey Ke Bachche Ka Kaam Hai...!!!
Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya.Ki tumko dekhkar hi ye khyal kyon aaya.?