REAL LOVE:
.
Garmi me boy ne jab Pasina gf k
dupatte se pocha to wo boli:
"Dupatta Ganda na karo,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aur Jab usne Maa ke Aanchal se
pocha to Maa boli:
.
"Ye Ganda hai, Saaf deti hu,
1 ladki ki death ke Baad
Uski friend
uske
boyfriend ke pass gayi or
boli, "Kya
main uski
jagah le skti hu......??"
.
.
.
Superb Answer
.
.
.
.
.
.
.
BoyFrnd- "Muje koi Aitraz
Nahi
QABRISTAN
Walo se puch lo
Ek ladke ne brand new JAGUAR car le li aur apni girlfriend ko dikhane ke liye uske paas gaya,
.
.
Ladki : wow...!! New car.! Aur wo bhi PUMA ki...!!
.
.
.
.
.
.
.
.
Abhi tak ladka ICU me admit hai aur becchara sadme se bahar nahi aa paa raha hai
V all spend so much money for buying clothes!!!
But the best moments of life are enjoyed without clothes,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Stop smiling
Its Childhood...
प्लेन में 4 से 5 ड्रिंक लेने के बाद...
.
ब्रिटिश- मैं अब सोना चाहता हूँ
.
अमेरिकन - मैं अब इन्टरनेट पर अपना काम करूंगा ।
.
जर्मन - मैं फिल्म देखूँगा ।
.
चीनी - मैं गाने सुनूंगा ।
.
INDIAN - हट जाओ अब भाई प्लेन उड़ाएगा ✈
Exam ki raat student ne toss kiya : Heads aya
to sona hai,
.
.
Tails aaya to film dekhana hai,..
.
.
Khada raha to gane sunuga,..
.
.
Agar hawa me raha..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
To maa kasam raat bhar padhunga...
Students Thoko Likes..
Punch of the day
Ultimate joke of d day
Sardar baar baar apne computer ka password bhool jata tha. Ek din usne socha main apne computer ka password kya rakhu jo kabhi na bhulu...
Usne password rakha 'INCORRECT'
Ab jab bhi woh galat password enter karta hai, computer khud usey bata deta hai "Your password is incorrect'...
This time Sardar rocked ...
Computer shocked��
----------------------------------------------------------
KADAK attitude..
GF Ne Msg Kiya:
"Meri Photo De Do.
Muje Naya BF Mil Gaya Hai".
Maine bhi 25 Photos Bhej ke Likha:
"In me se Dhundh Lena. Muje To Teri Shakal Bhi Yaad Nahi"
A boy to Police inspector:-
Sir mera dost kuch din se laapata
hai
.
.
Inspector : aakhri baar
kab aur kahan dekha tha ???
.
.
.
Boy :- Whtsapp per 3 din
pehle ka last seen hai...
whatsapp jokes funny jokes
Girl-Friend Ne Boyfriend Se Pyar Se
Kaha
Ladki: “Jaanu, Tum Mere Liye Kya
Kar Sakte Ho?”
.
.
Ladka: “Jo Tum Kaho Meri Jaan”
Ladki: “Kya Mere Liye Chaand La
Sakte Ho?”
Ladka 2 Minute Bol Ke Kahi Gaya Aur
Kuch Chiz Apne Piche Chupa Ke Laya...
.
.
Ladki Se Bola Ki Aankhein Band Karo,
Aur Wo Chiz Ladki Ke Haatho Mein De
Di
Aur Ladki Ko Kaha Ab Apni Aankhein
Kholo...
.
.
Ladki Ki Aankho Mein Se Ansu Nikal
Aaye Vo Chiz Dekh Ke.
Kyunki Uske Haatho Mein Ek Aaina
(Sheesha) Tha,
Jisme Us Ladki Ka
Chehra Nazar Aa Raha Tha
.
.
.
Ladki Ne Khush Hokar Boy-Friend Ko
Bola: “Awwwww… Tum Mujhe Chand
Samjhte Ho?”
Ladka: “Nahi, Main To Tumhe Sirf Ye
Samjha Raha Tha, Jis Muh Se Tumne
Chaand Manga Hai, Vo Thobda Kabhi
Sheeshe Mein Bhi Dekha Hai Ya Nahi