India cruahes Pakistan by 76 runs in #WC2015.
This is the BIGGEST win for India against Pak at #WorldCup cricket.
6-0 unbeatable record :)
-----
Virat Kohli Becomes The First and Last Cricketer To Win "Man of the Player" Award. LOL at Rameez Raja. #IndvsPak #PakvsInd #IndWins #CWC15
Girl: Mat kar Picha Mera ek din royega
.
.
.
Bahar College k Tu Samose ki dukan kholega,
.
.
.
Boy: Tu mt thukra Mera Pyar,
Ek Din Pachtayegi,
.
.
.
.
.
Usi dukan pe Bartan Manjti Nazar Aayegi!
.
Hahaha thoko likes!
Hai Mahashivratri Ka Ye Tyohar
Laye Har Chehre Par Muskaan
Sukh Aur Samridhi Ki Bahaar
Samet Lo Saari Khushiyan,
Apno Ka Saath Aur Pyar
Is Pawan Avsar Par,
Aap Sab Ko Mahashivratri Ka Pyar.
happy mahashivratri
Sara Jahan Hai Jiski Sharan Me,
Naman Hai Us Shiv Ke Charan Me,
Bane Us Shiv Ke Charano Ki Dhool,
Aao Mil Kar Chadhaye Hum Shraddha Ke Phool.
"HAPPY SHIVRATRI".
Shiv Ki Shakti, Shiv Ki Bhakti,
Khushi Ki Bahar Mile,
Shivratri ke Pavan Avsar Par,
Apko Zindagi Ki Ek Acchhi Nai Shuravat Mile,
Happy Manashivratri
om me hi astha
om me hi vishwas
om me hi shakti
om me hi sara sansar
om se hoti hai achchhe din ki suruwaat
bolo om namha shivay
HAPPY SIVRATRI
JAY BHOLENATH.
Shivratri blessings to you and your family.
May the almighty Lord Shiva bless you all
with good things and perfect health.
May Lord Shiva grant you a handsome and
decent match this year and
may you live happily
Shivratri ke is pawan parv par
safalta ka damru sadev aapke oopar bajta rehe.
Wishing you all a very happy Mahahivrati.
God bless you all with lots and lots of happiness,
your wishes will be accomplished.
Om Namah Shivay
Banta ne hazamat ki dukaan kholi,
.
.
Ek din Santa shave karaane aaya.
..
Banta: Muchh rakhni hai?
.
Santa: Haan Banta (Muchh Kaat Kar)
Le rakh le jahaa rakhni hai!
.
.@Rahul
Lala ji के बेटे ने कहा:-
"पापाजी मेरी गर्लफ्रेंड प्रेगनेंट हो गई है, 50,000 रु मांग रही है चुप रहने के"
.
Lala ji ने चुपचाप पैसे दे दिए...
.
दो महीने बाद दूसरा बेटा बोला:-
"मेरी गर्लफ्रेंड प्रेगनेंट है, 75,000रु मांग रही है"
.
Lala ji ने चुपचाप पैसे दे दिए...
.
6 महीने बाद Lala ji की कुंवारी बेटी बोली:-
"पापाजी में प्रेगनेंट हो गई"
.
Lala jiने उसको गले से लगाया और माथा चूम के बोला:-
"Mata Rani की मेहर,
अब पैसे लेने की बारी हमारी
1 Sharabi train ki patri par so gaya..
1 aadmi bola train ayegi to mar jayega..
.
.
.
.
Sharabi: Saale abhi Aeroplane upar se gaya kuch nahi hua to train kya chiz hai!!
Wife : मेहमान आ रहे हैं और घर में दाल के सिवाय कुछ बना नहीं है.
Husband : जब वे आएं तो Kitchen में एक बर्तन गिरा देना, और जब मैं पूछूं तो कहना कि कोरमा गिर गया ! फिर दूसरा बर्तन गिराना और कहना बिरयानी भी गिर गई !! फिर मैं कहूंगा चलो दाल ही ले आओ..:v::sunglasses:
मेहमानों के आने के बाद बर्तन गिरने की आवाज़ आई,
Husband : क्या हुआ ??
Wife : भंगड़ा पा ले कंजरा.. दाल ही गिर गई !! :scream::see_no_evil:
Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi, Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi, Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai, Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi…
एक छोरा सिगरेट पी रहा था.
तभी सामने से उसका बाप आ गया.
लड़के ने बाप को अपनी तरफ आते देखा
तो डर के मारे सिगरेट को पैन्ट की
जेब मे छुपा लिया....
.
बाप : तूँ सिगरेट पी रहा था।
.
छोरा : नही तो,
.
बाप : तो फिर तुम्हारी पैन्ट से
ये
धुँआ क्यू निकल रहा है?
.
.
.
छोरा : आपने बात ही झाट सुलगाने
वाली की है
पापाजी!!
Very beautiful
Zindgi mey 3 factories jarur lagao...
Brain mein Ice Factory
Zubaan mein Sugar Factory
Heart mein Love Factory
Life apney aap SATIS-FACTORY ho jayegi...��
Always Pray to GOD
BMW
BMW
BMW
Bless My Work.
Bring Me Wisdom.
Burn My Worries.
Let each of us Drive a BMW in life...��
�� GooD MorNinG ��
ग्रुप के सभी सदस्य से निवेदन है कम से कम एक पोस्ट तो रोज करे।
ताकि हमें ये पता चले की आप का नेट चालू हे।
और पोस्ट ना करने की दिशा मै ये समजा जायेगा की घोडा तो ले आये पर घास के पैसे नहीं........
Ad given by a famous restaurant at Mumbai -
This Valentine day bring your wife, get 25 % discount on food...
Bring your girl friend, get 35 % discount,
Bring your lover and get 40 % discount .....
If you can bring all 3 at same time, entire bill & one month complimentary stay at LILAVATI HOSPITAL will be paid by management. ��������
Bhula ke mujhko agar tum bhi ho
salamat,
To bhula k tujko smbhalna muje b aata
hai
Nahi hain meri fitrat mein ye aadat
warna,
Teri tarah badalna mujhe bhi aata
hain…!!! Yad rakhna zindagi bhar meri ye bat.. Warna bahut pachtayegi..
बहोत से ईन्सान देखे है,
जिनके बदन पर लिबास नही होता।
और बहोत से लिबास देखे है,
जिनके अंदर ईन्सान नही होता ।
कोई हालात नहीं समझता ,
कोई जज़्बात नहीं समझता ,
ये तो बस अपनी अपनी समझ है ,
कोई कोरा कागज़ भी पढ़ लेता है
तो कोई पूरी किताब नहीं समझता!!!
Holi hai rango ka tyohar, holi ke is khas mauke ko yun hi na gavaiye. Kisi se apni mohobbat ka izhaar karne ka isse achha mauka bhala aur kya ho sakta hai…To apnaiye ye 5 rangeele upaay, aur rangon ke is tyohar ko hamesha ke liye yaadgar bana lijiye…
1. Use sirf hara rang hi lagao, hara rang sachhe pyar ki nishani hai.
2. Use jab rang lagao to uske saare chehre ko aise ghiso jaise usne kai saalon se nahi nahaya ho, use mehsoos hona chahiye ki tum kya batana chaah rahe ho.
3. Pehle use Chips, Gujhia, Bhang ke Pakore Dahi Bhalle ityaadi khilao, baad mein aisa rango jaisa aaj tak kisi ne na ranga ho. Khali pet rangoge to ishq ka asar kam hoga.
4. Use apni god mein uthakar paani ke toube mein phenk do. Aur jab phenko to use bhi lagna chahiye ki tumhare baajuon mein kitna dum hai.
5. Gaay ke gobar se holi khelo, hum vachan dete hain, uske baad wo tumhare saath jo karegi, tum use zindagi bhar nahi bhool sakoge. :P :D