पहली पड़ोसन ने वॉट्सऐप इंस्टॉल करने के बाद
दूसरी को मैसेज किया...,
- तुम्हारे पति की फोटो सेंड कर दो।
दूसरी पड़ोसन मैसेज करते हुए- क्यों क्या अपने
पति की सूरत से दिल नहीं भर रहा।
पहली पड़ोसन-अरे वो क्या है कि मुझे
अपनी भाभी को जोक्स भेजना था सोचा, क्यों न
पूरा जोकर भेजकर सरप्राइज कर|:D:D
5vi Paas Mein SRK Ne
Mujhse Pucha, INDIA Mein aisa
Kaun Hai Jo Mahine Mein 1 Baar
Nahata Hai..?
Khuda Kasam 5
Crore Thukra Diya Magar
Tumhara Naam Nahi Bataya..
BACHHA GHAR SE MAAR KHA KE SCHOOL JAA
RAHA THA
.
.
KISI NE PUCHA- BETA PADTE HO ??
.
.
.
.
.
BACHHA- NAHI SCHOOL KI UNIFORM PEHEN KE
TERE BAAP KI BAARAT ME JAA
RAHA
HU
CHALEGA ?
Agr apki SHAADI nhi huyi
To isi sal kr lijiye,
Qki agle sal govrnmnt iske liye b
EXAM lene ki soch rhi h
MET (Marriage Eligibility Test)
Jago KUWANRo jago.
Faraz- ye scooty kab li?
Vipin- kal raat 1 ladki muje scooty par bahut dur le gai,
sab kapde utar k boli- jo chahia le lo
mai scooty le aya, Kapdo ka kya karta.
Ladki Sath Ho To Restaurant Ka Bill
…
.
.
.
Ladki Door Ho To Mobile Ka Bill
.
.
.
Aur
.
.
.
Ladki Hamesha Ke Liye Hi Door Ho Jaye
To
.
.
"Daru Ka Bill"
.
.
.
Moral: Na Lagao Dil, Na Aayega Bil grin.png
इसी बीच पाकिस्तान का कहना है कि
बजरंगी भाईजान द्वारा
सिर्फ मुन्नी को वापस करने से रिश्ते नहीं सुधरेंगे
रिश्ते सुधारना हो तो
सनी देओल को हैंडपंप वापस करना होगा
Socha Tha Har Modd Par Tumhara Intezar Karenge;
Gaur Farmaiye:
Socha Tha Har Modd Par Tumhara Intezar Karenge;
Magar Kambakhat Saali Sadak Hi Seedhi Nikli!
Har kisi ka ladkiyon ko purpose
karne ka apna hi funda hai bidu,
koi gulab deke purpose karta hai
.
.
To koi gulab jamun khilake.
Yeh India hai
yahan sab chalta hai.
Dhichkyau..
...
Ek Aadmi Salesman Ki Naukri Ke Liye Gaya
Dukandar : Kya Aapko Bachpan Se Hi Juth Bolne Ki Aadat H,
Sajjan-Ji Nahi.
Dukandar- Ji Nahi.
Dukandar: To Maaf Kijiye. Tab Aap Humari Dukan Par Salesman Ka Kaam Nahi Kar Sakte.