• Categories
  • Funny SMS   2047
  • "Why Do We Students Sleep For Long Hours..??" . . . Awesome Answer By Students : . . "Kyunki, Hamare Sapne Bahut Bade Hote Hain.!
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Tum Apun Ko Itna Message Karta Hai, Apun Ko Reply Karne Ko Majbor Karta Hai, Kya Iss Ke Peeche Koi Plan Hai Ya Auron Ki Tarah Tum Bhi Apun Ka Fan Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Wo Subah Ki Tazgi, Wo Pani Ki Thandak, Wo Shampoo Ki Mahak, Wo DhuLe Kapdo Ki Chamak, Aap Kya Jane.? Ye To Rozana Nahane WaLe Hi Jaane.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Patni : Tumhe Pata Hai Ladke Or Ladki Ko Alag Alag Bhimari Hoti Hai. Pati : Kaise ? Maine To Ye Kahi Bhi Nahi Suna Ya Na Hi Dekha. Patni : Tum To Pagal Ho “ Kya Tumne Dekha Nahi Ki Lady Nurse Sirf Lady Ka Hi Checkup Karti Hai Gents Ka Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • डाली ने डाली पर नज़र डाली; किसी ने इस पर डाली; किसी ने उस पर डाली; हमने जिसपर नज़र डाली; उसके बाप ने उसकी शादी कहीं और कर डाली!
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Life me PAISA, PYAR, DOST Sab Aate Hai Par Toote Huye Daant Nahi Aate Babu Msg Kar Diya Kro, Warna Meri Kasam Haste Huye Bahut Sharm Aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • 1 BudaSanta Ko Roz Kaju-Badam Khane Ko Deta Santa:Ap Mujhe Roz Kaju-Badam Kyu Dete Ho Budha:Daat To He Nahi Chuskar Fekna Acha Nahi Lagta
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Bacche Ke Khilone Ki Dukan Par Ek Mahila Ne, Kabhi Kharidi Hui Ek Bache Ki Gaadi Ki Aakhiri Kisat Aada Ki, Managar: Raseed Dete Hue Bacha To Thik H Na. Ha Bikul Maje Mein H Aur Kushi Ki Baat Yeh H Ki Kal Uski Shadi H.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Wo sadak ke us paar thi Main sadak ke is paar tha Kuch wo aage badhi Kuch main aage badha Aur kuch aage wo badhi Aur kuch aage main badha Kuch aur wo aage badhi Kuch aur aage main badha Aab wo sadak ke is paar thi Aur main sadak ke us paar tha.. :-P
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Allama iqbal ney parindey sey poucha: kaya tumhain asman sey girney ka nahi hai dur parindey ney kaha:yar iqbal teri maherbani ena na sochiya kar
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Me: Papa pulsar le lu? Dad: SHARMA JI KE BETE KO DEKHA? KABHI DEMAND NAHI KARTA. Me: Bhaag ke shadi karli usne.. Demand karna sikhaya hi nhi..:-D
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Log Kehte Hai Ki Pyar Ek Aisi Bimari Hai, Jiski Koi Dawa Nahi Hoti, Hum Kehte Hai Bewfai Ek Aisi Dawa Hai, Jisse Ye Bimari Dubara Nahi Hoti… Abhishek98.Tk
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Pappu 2 Ramu ; agar tumhe rod par ek 50 ka note milta he or ek 500 ka to tum konsa note uthaoge. Ramu ; 500 ka pappu ; agar me hota to dono utha leta...
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Ek machchar ek takle ke sar par ja kar baitha,uske baad- 2nd machchar- Wah.. kya ghar dhunda hai! 1st machchar- Ghar kaha re,abhi to sirf plot kharida ha
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • प्रेमी (प्रेमिका से)- रीमा, प्लीज मुझसे शादी के लिए हां कर दो ना, मैं तुम्हारी हर छोटी-छोटी इच्छाओं को पूरी करूंगा। प्रेमिका- ये सब तो ठीक है, परंतु मेरी उन बड़ी इच्छाओं का क्या होगा?
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Humko yun Pagal banana chod do. Bewajh har bat pe satana chod do. Tumhari khusbu alag hi hoti hai yaar. ab to VIM BAR sabun se Nahana chod do.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Zoo me ek aadmi ne 3 bhasa bolne wala tota dekha. Usne test karne ke liye pucha. Admi-who r u? Tota-i m parrat. Admi-tum kaun ho? Tota-main tota hun. Admi-tu k hawa? Tota-tohare mai k bhatar hai re sare ek bar bata dehali to bar-bar kahen puchat hawe!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Ek Sharabi Train Ki Patri Par So Gaya, Ek Aadmi Bola Train Ayegi To Mar Jayega Uth Ja, Sharabi: “Saale Abhi Aeroplane Upar Se Gaya, Kuch Nahi Hua To Train Hai Hi Kya Cheez.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS