chal Daaru Peete Hai ,,,
Samay Se Chura kar Kuchh Waqt, Chal Zindagi Jeete Hai ,,, ,,, ,,,
Chal Daaru Peete Hai ,,, ,,, ,,,
Wo
Sapno Ki Chaddar Jo Fat Gayi Hai,,, Nashe Me Hi Sahi,,, Aaj Usko Seete Hai,
Chal Daaru Peete Hai.
Usko Bata Do Ki Ab Aur Intzaar Nahi Uska, Uske Intzaar Me Na Jane Kitne Din, Mahine, Saal Bus Yun hi Beete Hai,
Chal Daaru Peete Hai .
Aaj Gumnaam Hi Sahi,,, Par Shaayd Ek Din Hamara Bhi Ekk Naam Hoga,,, ummeed Me Jeete Hai .
Chal Daaru Peete Hai.
3 Gappi Aapas Mein Baaten Kar Raha Tha...
(1)Mera Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Hindmaha Sagar Mein Kudte Aur Prasantmaha Sagar Mein Nikalte.
.
.
.
.
.
(2)Mere Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Ganga Nadi Mein Kudte Aur Yamuna Nadi Me Nikalte.
.
.
.
.
.
(3)Mere Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Paani Tanki Mein Kudte Aur Nal Ke Duara Nikal Zaate...!!!
जियो इतना कि जिंदगी कम पड़जाये
हंसो इतना कि रोना मुस्किल होजाये
किसी चीज को पाना तो किस्मतकि बात है
मगर कोशिस इतना करो कि ऊपरवाले भी देने पर मजबुर होजाये
आज रास्ते में मारियो मिला। हां, वही गेम वाला।
मैंने पूछा, "ओये पहचाना मुझे?"
बोला नहीं, कौन हो तुम?
मन तो किया दो लगा दूं, साले मेरा सारा बचपन निकल गया तुझे बचाते बचाते और पूछता है कौन हो तुम!
Education related songs:
SCHOOL- Apni to paatshala masti ki pathshala
TUTION- Idhar chala mai udhar chala
...
MATHS- Ajeeb dastan hai yeh
SCIENCE- Aa khusi se kudkushi karle
GEOGRAPHY- Musafir hoon main yaaro
ECONOMICS-Kyu paisa paisa karti hai,paise pe kyu tu marti hai
EXAM- Zehrelein raatey ninde uddjati hai
RESULT- Jiya dharak dharak
PASS- Aaj mai upar asman niche
FAIL- Jag suna suna lage.