श्याम: – एक बड़ी कंपनी में इंटरव्यू देने गया..!!! बॉस: – बधाई :clap: हो, आप को सलेक्ट कर लिया गया है…!!! आपकी सैलरी पहले साल 6 लाख /साल होगी, फिर अगले साल बढाकर 10 लाख /साल कर दी जाएगी…!!! श्याम बैग उठा के जाने लगा :flushed:, बॉस: – क्या हुआ…? श्याम: – मैं अगले साल ही आऊंगा. :slight_smile: :slight_smile: बॉस बेहोश…!!!
a girl asked pappu:-
girl- wo kya chiz hai jo cow ke paas 4 hai, aur mere paas 2 hai?
pappu- legg (pair)
.
girl- wo kya chiz tumhare pait ke andar hai, aur mere salwar ke andar nahi hai?
pappu- rupaaye
.
girl- wo kya hai jo aadmi din me lene ke bajay raat me bed par lete hai?
pappu- neend
.
girl- wo kya hai jise ladkiya pahli baar karwate wakt pain ki vajah se roti hai?
pappu- kaan me chhed.
.
moral:- aap bhi apni niyat pappu ki tarah saaf rakhe...
DEAR frds
Larkion ke Chakkar Me Mat Parna
.
.
Dosto
.
.
.
Kyun ki
.
Ye Aati Hain HEER Ki Tarha
Ye Aati Hain HEER Ki Tarha
Lagti Hain KHEER Ki Tarha
Lagti Hain KHEER Ki Tarha
Chubhti Hain TEER Ki Tarha
.
.
Or End Me
Or End Me
Halat Kar date ha fhakir ki tarah...
hum idhar se ja rahe tae,
wo udhar se aa rahe tae,,
humne bhee lal joda pahna tha,
unohne bhee lal joda pahna tha,,
hum bhee 4 kandho par savar tae,
vo bhee 4 kandho par savaar the,,
fark sirf itna tha ke,
ke vo sasuraal ja rahe the,,
hum samshaan ja rahe the.!
Girl: Aj Ammi ne mujhe tumhare sath
bike per jaty dekh liya
Boy: Shit yar phir kya hua?
Girl: Rikshay ke paisay wapis
le liye humari bohat he sakht family hai
AASIQUI 3 EXCLUSIVE SONG....
Tu hi yeh mujhko bta de
facebook
chalau main ya naa.
.
.
Apne tu ghar ka pata de,
aaau main yaa naaa.
.
.
Apna tu phone number bta de,
Call lagau main yaa naaaaaaaa. .
.
Khaana tu rakh de paka
ke,
khau main yaaa na.
.
Itna bata de mujhko
kab milne aau tujhko...
.
Ab hota nhi intizaaaar... :p
Ap jaisa pyaara dost khone nahi denge,
Ap ko is Poem group se alag hone nahi denge ,
Roz izzat se ache comments kiya karo
verna aankh mein mirchi dal denge aur dhone nahi denge
Ladka propose mare toh ladki k 5 jawab ho sakte hai
-1. No.
2. Yes
.3. Main apko sirf dost samajhti hu
.4. I m engaged.
5. I love someone else......
Ladki kisi ladke ko propose kare toh ladke k 5 jawab -.
1. Haa.
2. Yes.
3. Ok.
4. Alright.
5. Me 2
..Moral: Ladko ka dil, dil nahi dariya hota hai...!!
Ek Dost Ne Kaafi Dukhi Mann Se Kaha Mein To Apni Patni Se Pareshan Hu.
Kyu Kya Baat H? Dusre Mitar Ne Pucha.
Agar Wo Jyada Kapde Pehanti Hai To Mein Sochta Hu
Iske Liye Paise Kaha Se Aayenge Aur Jab Kam Pehanti H
To Office Jane Ki Iccha Nahi Hoti.
Santa: Kya Tumhare Dost Ko Cocktail Party Mein Maja Aaya?
Banta: Use To Barbar Shikayat Rahi.
Santa: Shikayat? Kis Baat Ki
Banta: Niche Chat Hone Ki.
Santa: Niche Chat, Kaise Chat? Mein Kuch Samjha Nahi.
Banta : Are Bhai, Wo To Shuru Se Lekar Aakhir Tak Mej Ke Niche Ghusa Hua
Ye Shikyat Karta Raha Ki Kamre Ki Chat Bahut Niche H.