REALITY OF FACEBOOK:
.
Kali kaluti ladki,
FB name WHITE ANGEL
.
.
Motta Genda Ladka,
FB name SMARTY GUY
.
.
Darpook looser bacha,
FB name THE KILLER
.
.
Muhally ki Desi Ladki,
FB name PRINCESS ROCKS
.
.
45 years ki Aunty,
FB name THE DOLL RETURNS
.
.
.
60 years ka baba,
FB name THE YOUNG KING...:p :D :O :D
Ek Dost dusre se :
Yaar aaj meri Girl Friend ka Birthday hai,
Use Kya Du..?
2nd Dost : Dikne me kaise hai?
1stDost : Achi Hai
2nd Dost : Toh phir mera number dede..
Phle Wo Meri GF Thi, Mai Bolta Or Wo Sunti Thi.
Fir Wo Meri Mngetr Bni, Wo Bolti Or Mai Sunta Tha.
Ab Wo Meri BV Hai, Ham 2no Bolte Hai
Pura Mohalla Sunta Hai.
Guard: Madam iss swimming pool me nahana mana hai..
Girl: Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi Bataya..
Guard: Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe nahi...
A...DON
Love V/s Daaru-
.
.
.
Love- Pagal Banata Hai
Daru- Mood Fresh Karti Hai
Love- Me Neend Nahi Ati Hai
Daru- Pee Kar Neend Achi Ati Hai
Love- Me Date Ke 2000/-
Daru- 1 Botle K 350/-.
.
.
Love- Me Sabki Suno
Daru- Pee Kar Sabko Sunao
Faisla Aapke Haath Me
.
Piyo Sir Utha Ke..... .
Ya
Jiyo Ladkhadake.....
.
.
.
Jai Baatli!!
Aajkal Motorcycle Company Es Tarah Ki bike Bna Rahi Hai Jis Par Pee6 Baithi Ladki, Girlfriend Ki Jagah Esi Lagti Hai Jese Vikram Ke Upper Betaal Latka Ho….!!!
Ek Jahaj Doob Gaya Or 2 Aadmi Ek Jahaj Ke Hisse Ko Lekar,
Do Din Use Pakad Ke Tairate Rahe.
Unme Se Ek Aadmi Apne Zindagi Se Puri Tarah Nirash Ho Gaya.
Or Usne Bhagwan Se Kaha Dekho Bhagwan Ji Mein Bahut
Bura Insaan Hu Sharab Bhi Peeta Hu Or Maine Ladki Ko
Dokha Bhi Diya Hai. Agar Aaj Tum Mujhe Bacha Loge To Mein
Tumhe Vachan Deta Hu Ki. Baat Katthe Hue Dusra
Sathi Bola Koi Waada Mat Karna Kinara Dikh Gaya H Mujhe.
भाईसाब ???? दिल :broken_heart: तो तब टूटता है :confounded:, जब आप :sunglasses: किसी शादी :sparkles::couple_with_heart::sparkles: में जाओ और ढंग की लड़की :woman: ना दिखे.
Shadi Me Photografer BanneKa Kuch Aur Hi Maza Hai,
Ladkiyan::
Meri Lo Na,
Meri Akeli Ki Lo,
Ye Meri Frnd Hai,
Hum Dono Ki Sath Me Lo.
Khade Khade Lena.
Teacher: Agar Apna Character
Sudharna Hai To Sab Auraton
Ko MAA Kaha Karo..
Student: Madam Is Se Mera
Character To Theek Rahega, Par
Mere Baap Ka Bigad Jayega..
Dunia Mein 5 Mushkil Kaam,
1.Hathi Ko Dhakka Lagana
2.Machar Ki Malish Karna
3.Chitti Ko Kiss Karna
4.Ziraf Ki Gardn Dabana
5.Or Aap Logo Se SMS Ki Ummeed Karna..