लड़के ने मरने के 3 मिनट पहले 2
मैसेज किये|पहला गर्लफ्रेंड
को और दूसरा दोस्त को|
मेसेज ये था "मैं जा रहा हूँ,तुमसे बात
करना चाहता हूँ| जल्दी से
REPLY करो."
पहला जवाब आया गर्लफ्रेंड का"तुम कहाँ हो और कहाँ जा रहे
हो|मैं अभी व्यस्त हूँ बाद मे
बात करती हूँ."ये सुनकर उसे बहुत दुःख
हुआ| फिर थोड़ी देर बाद
दूसरा मैसेज दोस्त का
आया"अबे अकेले कहाँ जा रहा है,रुक
मैं भी आता हूँ.!ये पढ़कर वो लड़का मुस्कुराया और बोला"आज फिर प्यार दोस्ती से हार गया.!"दोस्ती प्यार से बढकर है!दोस्तों को दिल से सलाम.
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,
Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi K
Badle Me 1 Teddy Bear Dia.
Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear Ko
Road Pe Fek Dia.
Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe Gaya
Lekin Tabi Peche Se Ek Car Ne Use Takkar
Maar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.
Uske Antim Sanskar K Din Us Ladki Ne
Teddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya Or
Tab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.
Kya Aap Mujse Shadi Karoge,
Anguthi Mere Pocket Me He.
kisi ke kaam aae use insaan kehte hai..
paraya dard apnae use insan kehte hai..
kabhi dukh hai kabhi sukh hai.. isi ka naam jeevan hai...
jo mushkil se na ghabrae use insan kehte hai..
ye duniya ek uljhan hai, kahi dhoka kahi thokar..
koi has haske jeeta hai...koi jeeta hai ro rokar..
jo gir ke phir sambhal jae use insan kehte hai..
agr galti rulati hai, to raahe b dikhati hai...
insaan galti ka putla hai, jo aksar ho hijaati hai..
jo karle thik galti ko...use insan kehte hai..
ek ladki thi diwani si,ek ladka tha diwana sa
wo ek duje pe marte the,chupke chupke chori chori ek duje se milte the.
achanak unki zindagi me tufana aaya sab tut gae wade kasme
ladke ne to sath diya sara gunah apne naam kiya
bhul gai ladki ki jisne sara gunah apne naam kiya
usne uske ek awaj par sabkuchh diya.bhul gai jo khai thi zindgi bhar rahne ki kasme wo khuda gawahi shadi ki rasme. Aaj wo tanha h bhulne ki koshish kar raha h par kaise bhule har pal wo aaj bhi sath h
Girl: We Are Best Friends, Right?
Boy: Yes, Of Course.
Girl: So Be Honest With Me, Who Do You Like?
Boy: No One. I Love Someone.
Girl: Oh, She Must Be Very Lucky..
Boy: Definitely. I’ve Loved Her,
Ever Since I Met Her.
Girl: Really? Well, Since We’re Best Friends,
I Wanna Meet Her. Go Call Her…
Boy: Oh Okay.
*Boy Takes Out His Phone, Dials Her Number And Phones Her..*
Girl: Wait, Hold On I Think Im Getting A Call.
*Answers The Phone*
Boy: I Love You;)
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
By - santu maity
14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili,
aur us ladke ko ladki se pyar ho gya.
uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga.
wo us ladki se bhut pyar karne lga.
Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska.
Kuch saal bad.
Uski wife ne wo photo dekha aur pucha:
tumhe ye photo kha se mila?
ladke ne pucha kyun?
Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi..
* Ramesh *
One sweet love story.
ek chidiya ko ek safed gulab se pyar ho gaya,
usne apne pyar ka ijjhar kiya gulab ne jawab diya,
ke mai jis din lal ho jaunga us din me tumse pyar karunga,
jawab sunkar chidiya gulab k aas paas kanto me udne lagi,
aur uske khoon se gulab lal ho gaya,
ye dekhakar gulab ne bhi us se kaha k wo bhi us se pyar karta he,
par chidiya tab tak mar chuki thi.
MORAL -- dont put condition in love.
A cute love story
Boy:Kya main tumhe pyara lagta hun?
Girl:Nai
Boy:Kya tum mere sath rehna chahti ho?
Girl:Nai
Boy:Agar main marr jaun to tum ro gi?
Girl:Nai
Larka boht udas ho gya use boht dukh hua or wo rone lga
Larki ne use apne kareeb kiya or kaha
Tum Pyare nai bohut Khubsurat ho
Main tumhare sath Rehna nai balki Jeena chahti hun
Agr tumhen kuch ho gya to mein Roun gi nai Marr jaun gi
bcz i cant live without u.....
Boy: Kya main tumhe pyara lgta hu.
Girl: Na
Boy: Kya tum mere sath rehna chahti ho.
Girl: Na
Boy: Aagr main mar jaun to tum rougi?
Girl: Na
Ladka bahut udas ho gya use bahut dukh hua aur wo rone laga.
Ladki ne use apne qarib kiya aur kaha:
Tum Pyare nahi bahut Khubsurt ho.
Main tumhare sath rehna nahi balki Jeena chahti hu.
Agar tumhe kuch ho gya to mein roungi nahi mar jaungi.
मंजिल मिले ना मिले
ये तो मुकदर की बात है!
हम कोशिश भी ना करे
ये तो गलत बात है...
जिन्दगी जख्मो से भरी है,
वक्त को मरहम बनाना सीख लो,
हारना तो है एक दिन मौत से,
फिलहाल जिन्दगी जीना
सीख लो..!!
Mujhse kaha ishwar ne mat kr intjar
Is janam me uska milna namumkin hai.
Maine kha agle janam me to mumkin hai.
Usne kha pachtayega.
Maine kha dekhte hai,
Tu meri rooh ko kitna tadpayega.
Usne kha chod use,
Chal tujhe jannat ki sair karata hu,
Maine kha aa dekh mere yar ka
Muskurata hua chehra
tujhe jannat zamin par najar ayegi,
Til milakar usne kha,
Mat bhul ki tu hai to ek insan,
Maine kha mila de mujhe mere pyar se
Aur sabit kr ki tu hai bhagwan..
Aashiqui kya hai
main bata ta hun
jab koi chhod ke jaaye to aisa lage ke
khud ki ruh nikal ke jaa rahi ho
jab koi rula de to aisa lage ke ye aansoo
bhi unki mohabbat ka tohfa ho
jab koi naam le uska to yun lage ke dil
to hai seene main par dhadkta tab hai
jab unka naam sunta ho""
SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS.
Manzile Bhi Us ki Thi Aur Rasta Bhi Usi Ka
Tha Aik Main Akehla Tha Kafila Bhi Usi Ka Tha.
Saath Saath Chalney ki Such Bhi Us ki Thi
Phir Rasta Badalney ka Feslah Bhi Usi Ka Tha
Aaj Kiun Akehla Hon Dil Sawal Karta Hai
Log To Us Ke The Kiya Khuda Bhi Usi Ka Tha ?
TO KHUDA BOLA--
Use Yaar Banane Ki Galti B Teri Thi..
Us Par Yakin Karne Ka Khyal B Tera Tha...
Use Kyu Gum Hoga Tere Jane Ka.....?
Kyuki Sachha Pyar Uska Nahi,,,,,,
Sachha Pyar To Tera Tha....
My short real story
Do char din ki zindagi jiye ja raha tha akelepn ki
achank ek ladki ne mera hath thamne ki guzarish ki
pyar ko dil me jagakr
mujhe ek khushi ki nayi zindagi di
achank se kuch majburi me usne beech sahar me mera sath chod diya
aur wo lautkar chali gai
phir wo na mili na bat hui
dil me aisi jagah banakr
phir chale jana kitna dard hota hai
aj bhi uske ane ki raah dekh raha
shayd isiliye kisi se dil lagane ki iccha nI karti
tere bina zindagi meri adhuri hai
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe Jawab De Dungi....?
Lakda "Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein mila Hua Inaam Nahi...!!
True Love Story....
Ek Ladka Apni G.f Se Milne
Daily Park M Jta Tha,
Lekin Ldki Pahle Pahucti Thi Aur
Ldka Hmesha Late Pahucta Tha,
Lekin Ldki Ne Kvi Use Kuch Nhi Kha.
Ek Din Ldki Park M Nhi Aai Toh Ldka
Uske Ghr Chala Gya Waha Jakar
Use Pata Chala Ki Ldki Ko Blood Cancer H
Aur Vo Wahi Gir Gir Kar Rone Lga Aur,
Isi Dukh Me Wo Sucide Kr Liya Aur
Ek Note Chor Gya
TUM HAMESA JALDI AATI THI AUR
MERA WAIT KRTI THI LEKIN,AAJ MAI
JALDI JA RHA HU AUR TUMARA WAIT KARUNGA.
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.