Muskil nhi duniya me kuch bhi,
Phir bhi log apna vada tod dete hain,
Aagr dil se ho rista or sachi ho dua,
To sitare bhi kisi ke liye khud ko tod dete hai…
Ladkiyo ka zuthh...
I Miss U
Main Jhoot Nahi Bolti
Main Pehli Bar Kisi Larkay Se Baat Kar Rahi Hu
Main Cousin Se Baat Kar Rahi Thi
Mujhe TUM Kehna Acha Nahi Lagta
Main Pyar Par Believe Nhi Karti
Main Dusri Larkion Jaisi Nahi.
Mujhe Kuch Nhi Pata
Sub Larke Ek Jaise Hote Hain
Tum Meri Zindgi Ke pehle Aur Akhri Larke Ho
सुन पगली :woman:, :hammer_pick: डांडीया रास तो 100 लडकियो :dancers: के साथ खेल शकता हु, लेकिन वो एक :information_desk_person: तुम हो, जिसके बिना मन :heartbeat: लगता ही :x: नही..
Admi: Yar Me Bohat Bari Mushkil Me Phans Chuka Hn
Friend: Wo Q?
Admi:yr B.v K Makeup K Khrcha Brdasht Nhi Hota Aur Makeup Na Kare To B.v Bardasht Nhi Hoti.
Ladki Se Nasha Hota H,
Nashe Se Jannon.
Jannon Se Mehnat,
Mehnat Se Padhayi.
Padhayi Se Carrier Banta H,
Isliye Successful Hone K Liye,
Ladki Patana Jarrori H,
Padhayi Nhi Mere Bhai.
Some Lines For Friends :
Aisa nahi ye zindgi buri hain,
Par school aur college ki life hi kuch aur thi..
Aisa Nahi ki Ab Husi Nahi Aati,
Par Dosto K sath Bethkar Khilkhilane ki baat kuch aur thi..
Aisa nahi ki aage kuch hasil nahi kiya,
Par result aane par dosto k sath party karne ki baat kuch aur thi..
Aisa nahi ki ab life nahi kat rahi hain,
Par dosto k sath zindgi jeene ki baat kuch aur thi..
"Friends k sath beete har pal ki baate kuch aur thi..."