Ayi jab clg life ki yaad to ansu nikal gye,
Dil ke karib aakr wo hmse bichad gye,
Ek mod pr mile the saare Ajnabi,
Pata bhi nhi lga kb raaste bikhar gye.
By-susil
Ladkon ke liye 1 Vishesh Suchna..
.
Agar koi ladki tumse mile...
frndship kare..
aur
agle din hi tumse I luv u kahe...
toh...
.
.
.
.
.
.
.
samaj lena
wo emotional attyachar ki undercover agent hai...
koi chez be-wafai se badh kar kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se badh kar kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PADHAI se badh kar kia hogi:-)
Ek ladki ki shirt par car bani thi
Ek bachcha us shirt par bani car ko dekh raha tha
us ladki ne bacche se kaha ki kabhi car nahi dekhi kya
phir us bacche ne kaha car to dekhi hai
par ase speed breaker nahi DEKHE..!!
सुनो :ear_tone1:तेरे :bride_with_veil_tone1: नाम के नीचे :arrow_heading_down: ऑनलाइन आना क़सम से धड़का :heartbeat: देता है मेरे :sunglasses: दिल :heart:को...
sweet insult..........
ek ladka gadhe ke samne gir gaya,
ek khusbsurat ladki ne dekha or kaha
aapne bade bhai ke pair chuu rahe ho...
ladka- ji BHABI G.
Muhabbat rait jesi hai. . !
kisi bhi band muthi mein
magar ye bhi haqeeqat hai.
Achanak be-khayali mein
Bina sochay Bina samjhay
Yunhi bus be-irada hi
Ye muthi khul bhi jati hai. .