• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Khwab dekhte huye dil thak chuka hai , Mera har khwab patthar ho chuka hai , Shisa hota tootane ka gam na hata , Patthar hokar bhi ye dil toot chuka hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली, मगर अफ़सोस ये है कि, वो सब लोग सच निकले, जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bar Bar Dil Par Jhakam Kab Tak Sahu Mein, Seh Sehkar Ye Sitam Kab Tak Chup Rahu Mein, Jante Hai Zamane Wale Mere Halaat Sabhi, Chaiye Jhakmo Ki Dawa Ye Kisse Kahu Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • BHULA KAR HUME WO KHUSH RAH PAYENGE… saath nahi to jaane ke baad muskuraenge.. dua h unhe kabhi dard na mile.. ham to sah gaye par vo tut jaenge
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Use Kehna Ameer-E-Shehar Kabhi Sir Nicha Nahi Karte, Khushi Ke Sare Mousam Dusron Me Baant Dete hain, Fakat Ek Dard Ki Doulat Hai Jo Hum Banta Nahi Karte! Hum Ehley Zoo Ki Fitrat Se To Sare Log Waqif Hain, Ke Hum Kuchh Kar Guzrate Hain Magar Socha Nahi Karte! Kareinge Tum Se Hum Tark-E-Taaluq Ye Kaise Mumkin Hai, Ke Hum To Dushmanon Ka Sath Bhi Chhoda Nahi Karte!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aa Jaate Hai, Khawab Ban Ke Aankho Me Bas Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Bich Zindagi Mein Badal Jaate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Lamha Lamha Saanse Khatam Ho Rahi Hai, Zindagi Maut Ke Pehlo Mein Soo Rahi Hai, Uss Bewafa Se Na Pucho Meri Maut Ki Wajah, Woh Toh Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Roo Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia, Beach rah mein mera sath bhi chod dia, Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A- Sanam, Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chod dia.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya, mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya, jab aai mout apni to usse raha na gaya, aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se, jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se, saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum, unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ekele jina mushkil he yaaro par kisi ke sath mohabbat karke akele jina namunkin he. Kisi ka dil todkar hasdena asan he. Par khudka dil tutne ke bad hasna or hasana namunkin he yaaro... -RÄJ
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unki Mohabbat Ke Abhi Nishaan Baaki Hai, Naam Lab Par Hai Aur Jaan Baki Hai . Kya Hua Agar Dekh Kar Muh Pher Lete Hai, Ganimat Hai Ki Shakal Ki Pehchaan Baaki Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aisi bewafaai ki usne mohabbat bhi badnam ho gayi, Apni mohabbat ki itni kismat vasool ki usne ki hamari arthi bhi nilaam kar gayi...!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aj achanak teri yaad ne rula diya , Kya karu tune jo hmko bhula diya , Na karte hm wafa na milti hmko yeh saza , Hmari wafaon ne apko bewafa bana diya ...<3
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mat Zikar Karo Tum Apni Iss Adaa Ke Baare Mein, Bohat Kuch Jante Hai Ham Wafa Ke Baare Mein, Suna Hai Wo Bhi Mohabat Ka Shoq Rakhne Lagi Hai, Jo Janti Kuch Bhi Nahi Hai Wafa Ke Baare Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jatey Hoey Dil Me Lagan Chhor Gaya, Wo Muhabat Ki Dehleez Pr Kafan Chhor Gaya, Door Rehney Se MuhaBat Barhti Hy, “!)E/" Yeh Keh Kr WO Ye Shehar Chhor Gaya,,,,,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Mein Kya Mila Mujhe Dil Laga Kar, Pachta Raha Hoon Main Dil Par Chot Kha Kar, Apni Zindagi Hi Bojh Lagne Lagi Hai Ab Mujhe, Uss Bewafa Ke Diye Ghamon Ko Dil Mein Basa Kar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Deewana Hu Tumhara Koi Gair Nahi, Tumhara Dil Chahta Hu Kuch Aur Nahi, Apne Dilbhar Ko Yu To Barbaad Na Kar, Aashiq Hu Tumhara Koi Gair Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Dhadkan Mein Ek Raaz Hota Hai, Baat Ko Batane Ka Ek Andaaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafaai Ki, Har Kisi Ko Apne Pyar Pe Naaz Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai Unhone Ki, Saja Hume Mili, Pyar Humne Kiya, Gunah Unse Hua, Chot Usse Lagi To Dard Mujhe Hua, Jhkam To Uske Bhar Gye, Par Nissan Mere Baaki Reh Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS