• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Pathaar Ki Pooja Kar Baithe Hum Naada The, Teri Aadat Teri Fitrat Se Anjaan The, Waqt Ne Hame Khilona Bana Diya Yaaro, Warna Hum Bhi Kabhi Mehfilon Ki Jaan The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Me Gehrai Ho To Bewafai Nhi Hoti, Sache Pyar Me Kabhi Tanhai Nhi Hoti, Pyar Zara Sambhal Ke Karna, Pyar Ke Zakhm Ki Koi Dawai Nhi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Manana Agar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Janta Hu Main, Woh Bhi Chahte Hai Mujhe Yeh Janta Hu Main, Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hu Main, Unki Badli Hui Najrein Ko Pehchanta Hu Main.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wafa Ki Umeed Mat Karo Logo Se, Log Waqt Chalte Bewafa Ho Jate Hai, Manzil Ki Umeed Mat Karo Logo Se, Log Sath Chalte Chalte Rukh Mood Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aap Kyu Sarminda Hote Ho Apni Bewafai Par, Hamein Maalum Tha Ki Gam Ko Hamara Hona Tha, Bas Aap Muskarate Rahein Yeh Dua Hai , Hamari Kismat Mein To Likha Hi Tujhe Khona Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hasino Ne Hasin Bankar Gunah Kiya Auro Ko To Kya Humko Bhi Tabah Kiya Pesh Kiya JAb Gazlon Mein Unki Bewafai Ko Auro Ne To Kya Unhone Bhi Wah Wah Kiya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Teri Bewafayi Nahi Kabool Mujhko, Tujhe Ba Wafa Main Kahna Chahta Hun, Juda Hokar Jeena Na Mumkin Hai, Tere Sang Main Rahna Chahta Hun…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Samjhate Hai Wo Ki Pathar Hoom Main, Unko Thokar Maar Jaunga, Oh Bewafa Ek Baar Tu Keh De Nafrat Hai Mujhse, Teri Kasam Pathar To Kya, Phool Banker Bhi Teri Raah Mein Nahi Aaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Ke Ujale Mein Gum Ka Andhera Aata Kyu Hai, Jisko Hum Chahe Wahi Rulata Kyu Hai, Agar Wo Mera Naseeb Nahi, To Khuda Aise Logo Se Milata Kyon Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Arz kiya hai ke mai to hairan hun aisi mohabbat ki kahani par, mohalle ki sari bakriyan royi mere bakre ki qurbani par....EID MUBARAK 2 MA OL FRNDS.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Pani Ki Lehroon Pe Jaane Kya Likh Raha Tha, Khuda Jaane Harf E Dua Likh Raha Tha, Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi, Jab Har Shakhs Ko Wo Bewafa Likh Raha Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • betaab tha dil unse dubara milne ke liye, apne pyar ka izhaar karne ke liye, unki khoobsoorati pe marna tha humko dubara, par dil rota hi rehgaya humari yaadon ki tarha... Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Teri palkon pe khwab rakh gaya koi Teri saanso pe naam likh gaya koi Chalo wada raha bhool jana hame Agar humse achha yaar tumhe mil gaya koi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Salook Usne Mujhse Kisi Cigrate Jaisa Kiya, Pehle Jalaya Phir Piyaa Paon Rakha Aur Bujha Diya, Bas Talab Thi Meri Kuchh Waqt Ke Liye, Pehle Lagaya Hothon Se Aor Phir Dhuwen Ko Udda Diya..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar, Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar, Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab, Chod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Chal Diye Maut Ke Bhawar Mein Chodkar, Dekhe Jaa Rahe Hai Dil Ko Todkar, Sangdil Sanam Hume Mila Kaha Se Kya Gila, Lo Hum Chal Diye Tumhari Duniya Chodkar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Kya Samjegi Pyar Ki Gehrai Ko, Jo Awaragi Samjati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Hum Hi Laga Baithe The, Ab Kyu Ilzaam De Uski Bewafai Ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS