• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Aisi bewafaai ki usne mohabbat bhi badnam ho gayi, Apni mohabbat ki itni kismat vasool ki usne ki hamari arthi bhi nilaam kar gayi...!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo To Deewani Thi, Mujhe Tanha Chod Gayi, Khud Na Rook Saki Apna Saya Chod Gayi, Gum Na Sahi Dil Iss Baat Par Dukha H, Ki Hoton Se Karke Wadda Dil Se Tod Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum Ruth Jaye To Manane Ka Wada Kiya Tha, Hum Dur Jaye To Bulane Ka Wada Kiya Tha, Aaj Palko Pe Aansu Bhar Diye Usne, Jisne Zindagi Bhar Hasane Ka Wada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Fareb Tha Uski Ha Mein Hum Aashiqi Samjh Biathe, Maut Ko Hum Apni Zindagi Samjh Baithe, Waqt Ka Majak Tha Ya Badnaseebi Meri, Uski Do Baato Ko Hum Chahat Samjh Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aayi Hai Shab-E-Hizar Rulane Ke Liye, Me Ek Nahi Sabko Mitane Ke Liye, Ashqo Me Mere Doob Raha Hai Aalam, Aankh Meri Roti Hai Zamane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tu Kahe Jo Bhi Woh Karunga Main, Tu Udas Na Ho Tere Paas Hun Main, Kya Karna Hai Kisi Aur Ka Sang, Tere Saath Sanam Din Raat Hun Main….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum Na Kah Paayenge Kisi Se Bhi, Aap Humse Hamari Kahani Na Puchhiye, Hum Na Rok Paayenge Aaankho Se Ashk, Aap Hamin Se Hamari Jubani Na Puchhiye…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Mein Bahut Barbaad Hue, Kya Btaye Ki Kaise Hum Nakam Hue, Wafa To Bahut Ki Thi Maine Magar, Unki Najro Mein Sabit Bewafa Hue.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Naa Aayegi meri Yade, Tumhe fir se satane ko,, Naa Hogi sada koi, tumhe fir se Manane ko,, Mujhe Aawaz jab doge fir khamoshi paoge Naa hoga kabhi koi, fir Laut Aane ko,, Kahi jab dur Jaoge, mera saya Na paoge Koi na pas me hoga, Naa koi bulane ko. Dekhoge kiska Chehra, fir Tanhaiyo me Yuhi Naa hoga kabhi koi, hasane ko Rulane ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Suraj Ki Ne Se Hogi Mohhabat Chand, Chand To Isliye Daag Main Hai, Hai Chand Se Hui Hogi Mumkin Bewafai, Isliye Itni To Main Suraj Hai AAG.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Hume patthar r khud ko dil kehkar haste they... Unhe kya khabar thi k phattar phattar hi rehte hai,,, R Dil hi badal jate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Qabar Par Wo Mujhe Rulane Aaye Hai, Hum Se Hai Mohabbat Ye Batane Aaye Hai, Jab Tak Zinda The To Rulaya Bahut Hume, Ab Jo Chain Se Soye Hai To Wo Jagane Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Toh Apne Dard Ko Ro-Ro Ke Sunate Rahe, Humari Tanhaion Se Aankh Churate Rahe, Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyoki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Pal Gamo Ki Yaad Mein Jalti Hai Zindagi, Bas Mom Ki Tarah Se Pighalti Hai Zindagi, Kya Raaz Hai Ye Ishq Hua Hai Jabse, Barbadiyo Ki Raah Pe Chalti He Zindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • aik aam c shaam thi jab juda huey hum na toot kar pyaar kar sakey na ro sakey hum vo b kya din they k roz mila kartey they ye bhi kya din hen k milney ko taras gay hum
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Dil Mere Dil Ko Gehra Zakham De Gaya, Zindagi Bhar Jeene Ki Kasam De Gaya, Lakho Phulon Mein Se Phool Chuna Hamne, Jo Kanto Se Gehri Bhi Chubhan De Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Sada Sath Nibhane Ka Jo WadaKarte, Un se Kyun Tark-e-Taalluq Ka Irada Karte. Kash Ulfat Me Woh Yeh Azm-e-Ifaada Karte, Apni Baanhon Ko Mere Naam Kushaada Karte. Jante Gar K Achanak Woh Bichar Jayega, Pyar Itna Bhi Na Hum Us Se Ziada Karte. Us Se Iqrar Ki Jab Koi Tamanna Hi Na Thi, Kis Liye Sirf Tamnna Ka Eaadaa Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai ki kya dava hai yaroo! Kush kismati uski jiski Mayyath nikli mehboob ki gali se…. Bathkismathi uski jiski Mehboob ki baraath nikli uski gali se…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS