• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Jinhe Humne Chaha Tha Apni Jaan Ki Tarh, Apni Zindagi Ki Pehchan Ki Tarah, Zinhe Manta Raha Ek Kuraan Ki Tarh, Na Jaane Kyon Hume Bhool Gaye Ek Anjaan Ki Tarh.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se, jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se, saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum, unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mera Dil Todkar Tumko Mila Kya, Nighaen Mod Kar Tumko Mila Kya, Akela Mujko Iss Bedard Duniya Me, Tadpata Chodkar Tumko Mila Kya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Abad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha, Sitam Woh Roj Ek Naya Izaad Karta Tha, Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya, Jo Panchi Roj Mere Naam Par Azaad Karta Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • kya kya chupaye kya kya bataye, is Dard-E-Dil ko kise sunae, dard hota jism me to dawa kar lete, par is bari dil k dard ki dawa kese banaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kash Aisa Koi Tum Bhi Kaam Kardo, Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Fanna Kardo, Ya To Wafaon Ko Tum Bhi Seekh Lo, Ya Fir Apni Tarah Mujhe Bhi Bewafa Kardo.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata, Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata, Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rahti Hai Nigahe, Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata, Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein, Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata, Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha, Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata, Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai, Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aapki judai ne hamein shayarisikha di, Judai ke gam ne hamein manzilbhula di, Chahte to nehin thaey aapse juda hona para Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Phir Labo Pe Tera Naam Aaya, Dil Hi Dil Mein Anjana-Sa Payaam Aaya, Hum To Khamosh Baithe The Tanhai Mein, Hawa Ke Sath Hi Tera Salam Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Ajeeb Karobaar Hum Ne Kiya, Woh Bewafa Sahi Magar Pyaar Hum Ne Kiya, Agar Woh Chod Gaya Toh Mat Kaho Bura Unko, Qasoor Unka Nhi Humaha H “Aitebaar” Hum Ne Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta Hai Wo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta Hai Bicharh Kar Us Se Pereshan Mein To Hoon Par Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ve Jan Waleya Enj Chadh K Na Javeen, Keetay Waday Saray O Tor Nibhaveen, Gallan Ishq Di Kitiyaan Sang Rataan Kaddiyaan, O Pull Na Javeen Menu Chhadd Na Javeen.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pathaar Ki Pooja Kar Baithe Hum Naada The, Teri Aadat Teri Fitrat Se Anjaan The, Waqt Ne Hame Khilona Bana Diya Yaaro, Warna Hum Bhi Kabhi Mehfilon Ki Jaan The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Chahte The Jinhe Unke Dil Badal Gaye, Samundar To Wohi The Par Sahil Badal Gaye, Qatal Aisa Hua Kissto Mein Main Mera, Kabhi Badle Khanjar To Kabhi Qaatil Badal Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Pyar Ko Bhula Doon Phir Chale Jana Teri Yaad Ko Mita Doon Phir Chale Jana Jana Hi Tha To Pyar Kiya Kyun Khud Ko Jala Doon Phir Chale Jana
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aayi Hai Shab-E-Hizar Rulane Ke Liye, Me Ek Nahi Sabko Mitane Ke Liye, Ashqo Me Mere Doob Raha Hai Aalam, Aankh Meri Roti Hai Zamane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chhota sa sansar kyon ujar dala Yad kar wo din ek isara par maine Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne Mujhe beijjat aur badnam kar dala Maine hamesha tujhe pyar kiya hai Par tune khun ke aansu rula dala Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main Par tune mujh se bewafai kar dala.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta, Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta, Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo, Kyun K Aanshu Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • bewafa dil ki rahon me na bhatke hote, sisse se najuk dil ko sine me chhupa ke rkhte, agr hum karte unse bewafai, to aaj iss kabr me na lete hote...iii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS