Lamha Lamha Saanse Khatm Ho Rahi Hai
Zindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah
Woh To Bus Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai
Wo To Deewani Thi, Mujhe Tanha Chod Gayi,
Khud Na Rook Saki Apna Saya Chod Gayi,
Gum Na Sahi Dil Iss Baat Par Dukha H,
Ki Hoton Se Karke Wadda Dil Se Tod Gayi.
Kraye H Hijar Ke Lamhat Usse Keh Dena,
Bikhar Rahi H Meri Jaat Usse Keh Dena,
Hawa-E-Mausam-E-Gam Uske Sehar Jaye To,
Mere Dhuko Ki Koi Baat Usse Keh Dena.
Bewafa Tum Nahi Bewafa Hum Nahi
Bewafa Tou Yeh Zamana Hai
Wafa Ka Daman Na Chorna Tum
Abhi To Zindagi Ne B Azmana Hai
Duniya Ki Bato Nai Na Ana Tum
Is Ka Kam Hi Dil Jalana Hai
Sub Jante Hai Ye Log Ke
Teri Meri Muhabbat Ka Qisa Purana Hai
Jo Khuwab Duniya Cheen Le
In Khawbo Ko Nahi Apna Hai
Jo Hum Tum Ne Wada Tha Kiya
Use Ta_Qiyamat Nibhana Hai
Kismat Ne Mere Ishq Ko Nakam Kar Diya,
Mujhko Meri Wafao Ne Badnaam Kar Diya,
Khwab Dekhte Rahe Hum Jiske Raat Din,
Usne Hi Mere Khwabo Ko Neelam Kar Diya.
Aaj Itna Pila Jaalim Ki Hosh Na Rahe,
Dard Ka Ehsaas Mit Jaye, Koi Gam N Rahe,
Katra-Katra Jism Mein Yu Aag Bhar Jaye,
Jal Jaye Jism Apna Magar Hosh Na Rahe.
badi hasin thi zindgi jb na kisi se mohabbat thi na kisi se nafrat thi
zindgi me ek mod aesa aaya......
mohabbat ek unse hui or nafrat sari duniya se ho gai...
kasamkhan
जीना चाहता हूँ मगर जिनदगी राज़ नहीं आती ,
मरना चाहता हूँ मगर मौत पास नहीं आती ,
उदास हूँ इस जिनदगी से ,
क्युकी उसकी यादे भी तो तरपाने से बाज नहीं आती .
Bewafa Hai Duniya Kisi Ka Aitbaar Na Karo,
Har Pal Dete Hai Dhoka Kisi Se Pyar Na Karo,
Mit Jao Beshaq Tanha Jee Kar,
Par Kisi Ke Sath Ka Intezaar Na Karo.
Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,
mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,
jab aai mout apni to usse raha na gaya,
aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi
chhod diya
Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume
is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila
hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me
hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha
is dunia se..
Dard Se Khelna Ab To Seekh Liya Humne,
Bewafai Ke Sang Jeena Seekh Liya Humne,
Kis Kadar Toot Jata Hai Dil Kya Batayein,
Marne Se Pehle Kafan Odhna Seekh Liya Humne.
Aaj Wo Apne Ho Kar Bhi Hame Begane Lage,
Mano Hawa Ke Thande Jhoke Hame Jalane Lage,
Ek Aah Par Meri Girte The Jinke Hazaro Aansu,
Aaj Wo Hi Mujhe Rota Dekh Muskurane Lage.
Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De
K
Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke
Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The
Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The
Uski Baaton Main
Dil Lagai Bethe Hen
Uska Naam Bar Bar Kehte Hen
Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De
Aur Hume Humise Chura Le
Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len
Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil
Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil
Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume
Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume
Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen
Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen
Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana
Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana
Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge
Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….