• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Bin Unke Zindagi Mein Koi Khusi Nahi, Wo Nahi To Aaj Labo Par Hansi Nahi, Na Samjha Wo Agar To Hum Kya Kare, Iss Dil Me Unke Siwa Kisi Or Ki Jagah Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye, Hum Bawafa Ki Yaad Ke Saath Jeena Seekh Gaye, Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera, Maut Se Pehle, Kafan Odh Kar Sona Seekh Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai Jitna Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai Duniya Ko Dil Ke Daagh Dikhaon To Kis Tarah Aye Zindagi Yeh Raaz Chupaon To Kis Tarah Apni Tabahiyoon Mein Mera Haath Bohat Hai Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai Toota Jo Dil Ka Aaina Tootay Sabhee Bharam Hoti Hai Umar Pyaar Ki Jeenay Ke Liye Kamm Marnay Ke Liye Dard Ki Raat Bohat Hai Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai Ek Bewafa Se Ik Mulaqat Bohat Hai Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khuda Kare Ek Bhi Haseena Na Rahe Is Jahaan Mein Ek Aaj Mare Ek Kal Mare, Mela Lage Shamshaan Mein Ravivaar Ka Din Ho Kafan Na Mile Bazaar Mein Barish Ka Mausam Ho Aag Bhi Na Lage Shamshaan Mein
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Mein Aaj Yoon Tanhaai Na Hoti, Muskurate Labo Pe Gum Ki Parchayi Na Hoti, Jhilmilate Hum Bhi Mohabbat Ki Roshni Mein, Agar Wafa Ke Naam Pe Tune Bewafai Na Ki Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Aarz Kiya Karte, Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte, Hai Kahi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai, Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kash ke hum unke dil pe raaj karte, Jo kal tha wohi pyar aaj karte, Hume gum nahi unki bewafai ka, Bas Armaan tha ki hum bhi apne pyar pe naaz karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ansuo ki likhawat ko padh na sakoge, Gile Kagaz pe kuch likh na sakoge, Yaad aayegi tumko hamari baate, Khokar jab tum hume pa na sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khwab dekhte huye dil thak chuka hai , Mera har khwab patthar ho chuka hai , Shisa hota tootane ka gam na hata , Patthar hokar bhi ye dil toot chuka hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maine to hamesha apne pyaar ka ikraar kiya... Bas tune hi aaj tak ijhaar na kiya... Ye yakeen hain mujhe ki pyaar to tu bhi mujhse karti hai, Par jaane kyon ijhaar karne se darti hai... Shayad tujhe mere pyaar par yakeen nahi hai, Ya phir meri chahat ki kadar nahi hai... Main nahi kehta ki tu mujhse pyaar kar, Main nahi kehta ki tu mohabbat ka ijhaar kar... Bas itna karde ehsaan is gareeb par, Dede mujhe zehar aur iss dard se riha kar...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya, Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya, Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne, Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Main Shayar To Nahi…. Magar Ae Haseen… Jab Se Dekha.. Maine Tujhko Mojhko Shayari Aa Gayi Log Kaato Se Bachkar Chalte Hai Aur Hum Hai Jinhone Phulose Chot Khaye Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Kehte Hai Ki Pyar Ek Aisi Bimari Hai, Jis Ki Koi Dawa Nahi Hoti, Hum Kehte Hai Bewafai Ek Aisi Dawa Hai, Jise Ye Bimari Dobara Kabhi Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai Lekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata Umeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey Hain Khawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jane Meri Aankho Se Kitne Aansu Beh Gaye, Insano Ki Bhid Mein Bhi Dekho Tanha Reh Gaya, Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baate, Aaj Wahi Sanam Mujhe Begana Keh Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Waadon par kisi ke ab aitabaar na karenge... Mar jaayenge par kisi se pyar na karenge... saari umar chaahe akele kaatni pade... In raahon par kisi ka ab intezaar na karenge...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pathar Ki Pooja Kar Baithe Hum Nadan The, Uski Aadat, Uski Fitarat Se Anjaan The, Waqt Ne Hamko Khilona Bana Diya Yaro, Warna Hum Bhi Kabhi Kisi Ki Jaan The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Begano Se Pyar Ki Gunjaish Nahi Hoti, Maut Ke Baad Baaki Koi Khawish Nahi Hoti, Shayd Koi Pyar Bhara Dil Toota Hoga Warna, Itni Tej Dhoop Mein Kabhi Barish Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS