• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • मैं जानता हूँ ,ये शराब मेरी जान लेती हैँ । कमब्कत ,उस बेवफा से तो अच्छा है जो मुझे अब भी बदनाम करती हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Huyi Toh Hai Yeh Khata Humse Bahut Bhari Sanam, Na Chahte Huye Bhi Hum Aapse Pyar Kar Baithe, Roka Tha Humein Sab Ne Ki Na Kar Tu Sagar, Na Jaane Fir Bhi Kyu Tera Aitbaar Kar Baithe….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Pani Ki Lehroon Pe Kya Likh Raha Tha, Khuda Jaane Harf E Dua Likh Raha Tha, Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi, Joh Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Tera Mausum Chehra Bhul Jane Ke Kabil Nahi Tum Bahut Khubsurat Ho Par Dil Lagane Ke Kabil Nahi Mana Ki Husn Ki Mallika Ho Tum Par Apna Banane Ke Kabil Nahi Har Dil Ki Dhadkan Ho Tum Par Mere Dil Mai Samane Ke Kabil Nahi Har Aangan Ki Mehfil Ho Tum Par Mera Aangan Sajane Ke Kabil Nahi Bewafa Tera Masum Chehra Bhul Jane Ke Kabil Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Mein Pyar Ko Azmaya Nahi Karte, Jo Jal Rahe H Mohabbat Mein Unhe Aur Jalaya Nahi Karte, Wadda Kiya H To Wadda Nibhana Sikho, Iss Kadar Tod Ke Wadda Kabhi Jaya Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Itni Jaldi Kya H Mujhe Chodne Ki, Abhi To Had Baaki H Mujhe Jodne Ki, Mein Khilona Hu Gam Na Karna Mere Tutne Ka, Mil Jata H Naya Jarrurat Nahi Mujhe Jodne Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • हर आग बुझ जाती है बरसात में दिल की आग न बुझ सकी
    आँसू का पानी गिरता रहा देखो फिर भी ये जलती रही:disappointed:
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti, Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti, Kaash Unke Dil Mein Zara Si Jo Wafa Hoti, To Iss Tarah Mere Sath Aaj Bewafai Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tamannaon ke bahalave mein aksar aa hi jate hain kabhi hum chot khate hain kabhi hum muskurate hain hum aksar doston ke bevafai sah to lete hain magar hum janate hain dil hamare toot jate hain kisi ke sath jab bite hue lamhon ke yaad aayi thaki aankhon mein ashkon ke sitare jhil-milate hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Sehara Me Koi Aas Ka Jugnu Bhi Nahi, Itna Roya Hu Ki Aankh Mai Aanshu Bhi Nahi, Usko Pane Ki Inteha To Dekho, Ab Uske Siwa Meri Koi Chahat Bhi Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Samjhate Hai Wo Ki Pathar Hoom Main, Unko Thokar Maar Jaunga, Oh Bewafa Ek Baar Tu Keh De Nafrat Hai Mujhse, Teri Kasam Pathar To Kya, Phool Banker Bhi Teri Raah Mein Nahi Aaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi? Maine kaha zindagi me uska sath nahi... Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho? Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi... Sbne kaha kyu itna toot kar chahause? Maine kaha insan hu pathar nahi... Sbne kaha kya bewafa hai woh? Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi.. Sbne kaha bhul ja use ab? Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apna Maqsad Sa Tum Youn Door Chali Jao Gi Rakh Ban Jao Gi Afsano Mein Dhal Jao Gi Apni Matti Mein Bhi Chalna Ka Saliqa Sekho Sangamarmar Pe Chalo Gi To Phisal Jao Gi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Itna Pila Jaalim Ki Hosh Na Rahe, Dard Ka Ehsaas Mit Jaye, Koi Gam N Rahe, Katra-Katra Jism Mein Yu Aag Bhar Jaye, Jal Jaye Jism Apna Magar Hosh Na Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Milna ittafak tha bicharna nasib tha, Wo itna dur huwa jitna karib tha, Use dekhne ko tarasti rahi aankhein, Jis shakhs ke haatho mein mera nasib tha…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS