• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Tumhen Kuch Farq Nahi Padta Main Tum Se Rooth Jaon To! Tumhare Pas Na Aaun To, Phir Tumse Door Jakar Main Kabhi Wapas Na Aaun To, Tuhmari Yaad Mein Gum Hum Kabhi Aansun Bahaon To, Tumhen Farq Nahi Padta Tumhare Pyar Mein Aksar Khud Ko Bhool Jaun To, Main Teri Deed Mein Tanha Kabhi Khud Ko Mitao To, Main Tum Se Door Reh Kar Phir Akele Mar Bhi Jaaon To, Tumhen Farq Nahi Padta.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya, mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya, jab aai mout apni to usse raha na gaya, aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se, jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se, saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum, unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Mujh Se Puch Raha Tha Batao Kaisa Laga, Tum Agle Zakham Ko Chodo Ye Ghao Kaisa Laga, Ajab Sawal Kiya Andhiyon Ne Paathon Se, Shajar Se Toote Kar Girna Batao Kaisa Laga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • ज़ख्म खाना तो अपनी आदत है मुस्कुराना तो अपनी आदत है रोशनी हो या घुप अंधेरा दिल जलाना तो अपनी आदत है। swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Enaam Toh Aaya, Khali Hi Sahi Hatho Mein Jaam Toh Aaya, Main Hoon Bewafa Ye Sabko Bataya Usne, Yoon Hi Sahi Uske Hontho Pe Mera Naam To Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi, Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi, Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use Din-Raat, Bas Yahi To Ek Mujh Se Ab Khata Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Usko Chaha To Bohat Magar Wo Mili Hi Nahi, Laakh Koshish Ki Magar Faasla Mita Hi Nahi, Usko Zamane Ne Majboor Is Kadar Kar Diya, Ki Meri Kisi Bat Pe Wo Ruki Hi Nahi, Khuda Se Joli Faila Ke Manga Tha Usey, Khuda Ne Meri Kisi Dua Ko Suna Hi Nahi, Har Ek Se Pucha Sabab Uske Na Milne Ka, Har Ek Ne Bataya Ke Wo Mere Liye Bani Hi Nahi, Me Tamaam Umar Ki Koshish Ke Bawjood Nakaam Ho Gaya, Aur Wo Usko Mil Gai Jisne Use Kabhi Manga Hi Nahi, Shayad Is Duniya Me Wafa Ka Koi Sila Hi Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • wafa ke shish mahal mein saja liya main ne wo ek dil jise pathar bana liya main ne ye soch kar ki na ho tak mein khushi koi gamon ki ot mein khud ko chupa liya main ne kabhi na khatm kiya main ne roshani ka muhaz agar chirag bujha, dil jala liya main ne kamal ye hai ki jo dushman pe chalana tha wo tir apne kaleje pe kha liya main ne ‘qateel’ jisaki adavat mein ek pyar bhi tha us aadmi ko gale se laga liya main ne
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Dil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-Ishq Isko Hergiz Na Bermala Kehiay Aa Gai Aap Ko Maseehayee Mernay Walon Ko Marhaba Kehiay Hosh Jatay Rahay Raqeeboon K Daagh Ko Aur Bewafa Kehiay
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Kareeb Aakar Wo Jab Door Ho Gaye, Saare Haseen Khwab Chur-Chur Ho Gaye, Humne Wafa Nibhai To Sirf Badnaami Mili, Par Wo Bewafai Karke Mashur Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • 101% True- Tut jata hai gareebi me wo rishta Jo sabse khaas hota hai, Aur hazaro yaar ban jate hai, Jab paisa aadmi k paas hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Dil Mere Dil Ko Gehra Zakham De Gaya, Zindagi Bhar Jeene Ki Kasam De Gaya, Lakho Phulon Mein Se Phool Chuna Hamne, Jo Kanto Se Gehri Bhi Chubhan De Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Accha Hua Jo Maloom Ho Gaya, Ki Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nahi Rahi, Warna Hum To Apna Ghar Bhi Chod Rahe The, Unke Dil Mein Apna Ghar Banane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Sikha Kar Juda Ho Gaye, Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaye, Duniya Mein Kisko Hum Apna Kahe, Agar Tum Hi Bewafa Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hazaro Rahe Mood Kar Dekhi Kahi Se Koi Sada Na Aayi, Badhi Wafa Se Nibhai Tumne Humari Thodi Si Bewafai, Jaha Se Tum Mod Mood Gaye The, Ye Mod Ab Bhi Yahi Pade Hai, Hum Apne Pairon Mein Jane Kitne Bhawar Lapete Hue Khade Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • रंगे है हाथ मेरे, मेरे ही खून से, कर गया क़त्ल अपना ही जूनून में. बेवफाई के पत्थरों ने जख्मी किया, रहना चाहता था वफ़ा के संग सुकून से, जान से भी ज्यादा प्यार है जिनसे मुझे, वो अब रहते हैं प्यासे मेरे खून के. कातिलों की बस्ती में आ गया खुद ही, क्या कर गया मैं इश्क़ की धुन में. अपने खून से माँग भरने की ख्वाहिश थी जिनकी, देख लेना एक दिन नहायेंगे वो मेरे खून में.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil Luta Dete, Har Ek Ne Dhoka Diya Kis-Kisko Bhula Dete, Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hai, Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS