• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • dil ka aalam unko bata bhi dia, tadap kar dard jata bhi dia, fir bhi chale gaye beparwaah ho kar, hamari mushkilon ka koi hal na kia.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • हर आग बुझ जाती है बरसात में दिल की आग न बुझ सकी
    आँसू का पानी गिरता रहा देखो फिर भी ये जलती रही:disappointed:
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad, Aaj Phir Se Wo Bewafa Ho Gaye Shayad, Jab Neend Khuli To Palko Mein Tha Paani, Mere Khawab Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa hai duniya kisi ka aitbar na karo, har pal dete hai dhokha kisise pyar na karo, Mit Jao Beshaq tanha Ji kar par kisi k sath ka intezar na karo
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Likha to ki khush hu tere binaa bhi............ .........!!.... !!!!!!!!.....!! !!!!!....!!!!!! ..!!!!!!...!!!. ...@ magar ANSOOOo Qalam se pehle hi gR gaye........ ...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hr subha aati h rat k bad... . . . . .ae anjel . . . .fir q khatm ho jati h dunia tere name k bad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Udhas Dekh Kar Usne Kaha, Mere Hote Hue Tumhe Koi Dard Nahi De Sakta, Phir Kuch Aisa Hi Hua, Baad Me Jitne Bhi Dard Mile Sab Ussi Ne Diye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa To Woh Khud Thi, Par Ilzaam Kisi Aur ko Deti Hai. Pehle Naam Tha Mera Uske Hothon Par, Ab Woh Naam Kisi Aur ka Leti Hai. Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chorne Ka, Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Qabar Par Wo Mujhe Rulane Aaye Hai, Hum Se Hai Mohabbat Ye Batane Aaye Hai, Jab Tak Zinda The To Rulaya Bahut Hume, Ab Jo Chain Se Soye Hai To Wo Jagane Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pamana Liye Baitha Hoon, Par Mat Samajna Ki Piye Baitha Hoon, Dil Tod Kar Jane Wali Bewafa Sanam, Abhi Tak Teri Tasveer Liye Baitha Hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uss Bewafa Ne Mere Pyar Ka Ye Anjaam Diya, Aankho Me Aanshu Or Hath Me Jaam Diya, Me Marta Raha Uss Par Tamam Umar, Usne Mere Pyar Ko Hawas Ka Naam Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ansuo ki likhawat ko padh na sakoge, Gile Kagaz pe kuch likh na sakoge, Yaad aayegi tumko hamari baate, Khokar jab tum hume pa na sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unka Thikana To Dil Me Tha Humare, Par Unse Do Qadam Bhi Aaya Na Gaya, Humne Ro Kar Pucha Kyu Tod Diya Pyar Ka Wada, Usne Has Kar Kaha, Bus Nibhaya Na Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ristha Ulfat Ka Yu Nibhaya Jata Hai, Aansu Piker Bhi Muskuraya Jata Hai, Aise Bhi Mod Aate Hai Mohabbat Mein, Kisi Ki Khatir Khud Ko Mitaya Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dam-e-subah bazm-e-khush jahan shab-e-gam se kam na thi meharaban ki chirag tha so to dud tha jo patang tha so gubar tha dil-e-khasta jo lahu ho gaya to bhala hua ki kahan talak kabhi soz-e-sina se daag tha kabhu dard-o-gam se figar tha dil-e-muzatarib se guzar gai shab-e-wasl apni hi fikr mein na dimag tha na farag tha na shakeb tha na qarar tha ye tumhari in dinon dostan mizhgan jis ki gham mein hai khun-chakan wahi aafat-e-dil-e-ashiqan kisu waqt hum se bhi yar tha kabhu jayegi udhar saba to ye kahiyo us se ki bewafa magar ek “meer”-e-shikasta-pa tere bag-e-taza mein khar tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Ki Duniya Mein Aakar To Dekho, Kisi Se Dil Laga Kar To Dekho, Samjh Jaoge Ki Dard Kya Hota Hai, Kabhi Ishq Mein Thokar Khakar To Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya, mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya, jab aai mout apni to usse raha na gaya, aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se, jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se, saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum, unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS