• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Yaaro ki mehfil aise jamai jati hai , Kholane se pahle botal hilayi jati hai , Fir aawaz lagayi jati hai , Aa jao dil walo ......, Yanha dard-e-dil ki dawa pilayi jati hai .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Na Dard-e-Bewafai Ka Gila Nhin Krty Muqdar Me Jo Na Hon Wo Mila Nhi Krty Mat Dekh Kisi Ko Nigah-e-Hsrat Se Wafadar Log Kisi Ki Nazron Se Gira Nhi Krte
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Mere Aese Hi Barbad Hona Tha. Dil-a-shad Ko Mere Yun Hi Nashad HonaTha. Isi Tarah Juda Hona Tha Hum Dono Ko. Mujhe Lutna Tha Or Tujhe Aazad Hona Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Aata Hai Jab Bhi Khayal Unka, Tasveer Se Poochate Hain Phir Haal Unka, Wo Kabhi Humse Poocha Karte The Judai Kya Hai, Aaj Samajh Aaya Hai Ye Sawaal Unka.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab dil pahle hi lut chuka ho , Gum kayse ho dolat ki chori ka, Hame gum nahi tayri judai ka , Dil mein jakam hai tayri bayvafai ka .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Barso Ke Baad Fir Se Wo Najar Aaye Hai, Jabse Wahi Dil Ki Gehraiyo Se Ubhar Aaye Hai, Dil Lagane Ki To Khub Saja Mili Hume, Ab Puri Karne Kaunsi Kasar Wo Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Koi Toh Bataye Itna Mujhko, Kyu Bewafa Ho Jaate Hain Sab, Saya Bhi Nahi Hai Saath Rahta, Gham Ke Badal Chhate Hain Jab…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Karta Raha Fareb Koi Saadgi Ke Saath, Itna Bada Mazak Meri Zindagi Ke Saath, Shayad Mili Saza Issi Jurm Ki Mujhe, Ho Gaya Tha Pyaar Mujhe Ek Ajnaabi Ke Saath.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • आज अचानक तेरी याद ने मुझे रुला दिया, क्या करू तुमने जो मुझे भुला दिया, न करती वफ़ा न मिलती ये सजा, शायद मेरी वफ़ा ने ही तुझे बेवफा बना दिया।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujh Ko Rula Kar Dil Unka Bhi Roya Hoga, Chehra Aansuon Se Usne Bhi Bhigoya Hoga, Kya Hasil Kiya Humne Pyar Mai, Magar Kuch Toh Zaroor Usne Bhi Khoya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Samundar Ka Ek Kinara Hota Hai, Har Raat Ka Ek Savera Hota Hai, Kyu Kar Raha Hai Ye Julm Aye Khuda, Kyu Har Bewafa Ka Ek Deewana Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us Ne Toda Woh Taluq Jo Humari Har Baat Se Tha Us Ko Dukh Najane Meri Kis Baat Se Tha Sirf Taluq Raha, Logo Ki Tarha Woh Bhi Jo Achi Tarha Waqif Meri Har Baat Se Tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tu Kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha, Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha Hi Na Tha, Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere, Wahi Ghazal Ruswa Honge Socha Hi Na Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Kahte Hain Dhokha Dena To Dushmano Ka Kaam Hai Sirf Dost Hi Asa Hain Jo Dhokha Nahi Dete Lekin Main Samajhti Hoon Dhokha Khana Hamari Niyati Ban Chuki Hai Chahe Vo Dushmano Ne Diye Ho Ya Dosto Ne Dhokha Dono Hi Dete Hain Dosto Aur Dushmano Me Farq Bas Itna Hi Hai Dushman Har Baat Pe Dohkha Dete Hain Par Log Kahte Haindost Achche Hote Hain Isiliye Vo Sirf Vaqt Par Hi Dhokha Dete Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Sehara Me Koi Aas Ka Jugnu Bhi Nahi, Itna Roya Hu Ki Aankh Mai Aanshu Bhi Nahi, Usko Pane Ki Inteha To Dekho, Ab Uske Siwa Meri Koi Chahat Bhi Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS