• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Tumhen Kuch Farq Nahi Padta Main Tum Se Rooth Jaon To! Tumhare Pas Na Aaun To, Phir Tumse Door Jakar Main Kabhi Wapas Na Aaun To, Tuhmari Yaad Mein Gum Hum Kabhi Aansun Bahaon To, Tumhen Farq Nahi Padta Tumhare Pyar Mein Aksar Khud Ko Bhool Jaun To, Main Teri Deed Mein Tanha Kabhi Khud Ko Mitao To, Main Tum Se Door Reh Kar Phir Akele Mar Bhi Jaaon To, Tumhen Farq Nahi Padta.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dilo’n Ko Saudagar Hazar Mil Jayenge, Tumko Daga Dene Wale Bar-Bar Mil Jayenge, Milega Na Tum Ko Hum Jaisa Koi Hamsafar, Milne Ko To Dost Yaha Hazaar Mil Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली, मगर अफ़सोस ये है कि, वो सब लोग सच निकले, जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Gamo Ki Bhid Mein Tanha Jeena Behtar H, Husn Ki Meharbanio Ki Jagah, Gam Sehna Behtar H, Kisi Ka Sath Or Bhi Bojhil Hoga, Yaaro, Duniya Mein Akela Rehna Behtar H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Qabar Par Wo Mujhe Rulane Aaye Hai, Hum Se Hai Mohabbat Ye Batane Aaye Hai, Jab Tak Zinda The To Rulaya Bahut Hume, Ab Jo Chain Se Soye Hai To Wo Jagane Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Hanste Hai Toh Hanse Do Tanhai Pe Meri, Hum Ne Khud Apni Wafaon Ki Saza Paaye Hai, Yeh Ghalat Hai Ki Main Tanha Hoon Bichad Kar Tujh Se, Dekh Le Aake Mere Sang Gham E Tanhai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humein Aansu Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata Milti Hai Khushi To Use Khona Nahi Aata Seh Lete Hai Har Ghum Hans Ke Log Kehte Hai Humein Rona N... *
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jatey Hoey Dil Me Lagan Chhor Gaya, Wo Muhabat Ki Dehleez Pr Kafan Chhor Gaya, Door Rehney Se MuhaBat Barhti Hy, “!)E/" Yeh Keh Kr WO Ye Shehar Chhor Gaya,,,,,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Shaam din ko dalhna Sikha daiti hy Shama Parwany ko jalna sikha daiti hy Girny sy Choot tu lagti hy mager Thokrain Insan ko Chalna sikha daiti hy..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe, Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe, Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki, Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kuchh Mat Poochh Tujhse Pyar Kitna Karta Hoon, Har Raat Teri Yaad Mein Aakhein Ashk Baar Karta Hoon, Tum Bewafa Thi Jo Pyar Se Daaman Bacha Baithi, Main Bewafa Hoon Isliye Tujhe Pyar Karta Hoon. Kis Tarah Teri Yaadon Se Kinara Kar Loon, Teri Judai Ke Sitam Kaise Gawara Kar Loon, Main Tujhse Bichhoodkar Jiyoon Toh Kaise Jiyoon, Sochta Hoon Ab Maut Ko Hi Apna Sahara Kar Loon.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kyu Naseeb Mera Mujh Se Khafa Ho Jata Hai, Mano Jisko Bhi Apna Wo Bewafa Ho Jata Hai, Shiqayat Kyu Na Ho Meri Nazro Ko Raat Se, Pura Hota Nahi Sapna Mera Or Savera Ho Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us Se Pyar Hua Jise Hum Kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Barbad Kar Gaya Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se, Bewafai Mili Sirf Wafa K Nam Se, Zakhm He Zakhm Diya Usne Dawa Ke Naam Se, Khud Bi Ro Pari Wo Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo To Deewani Thi, Mujhe Tanha Chod Gayi, Khud Na Rook Saki Apna Saya Chod Gayi, Gum Na Sahi Dil Iss Baat Par Dukha H, Ki Hoton Se Karke Wadda Dil Se Tod Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Manjile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska Tha, Ek Mein Akela Tha Kafila Bhi Uska Tha, Sath Chalne Ki Soch Bhi Uski Thi, Phir Rasta Badalne Ka Faisla Bhi Uska Tha, Aaj Tanha Hu To Dil Sawal Karta Hai, Log To Uske The Kya Khwab Bhi Uske The,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Nikal Gaye Mere Paas Se Iss Kadar, Jaise Ki Mujhe Pehchante Hi Nahi, Kitne Zakham Khaye Hai Dil Ne Mere, Phir Bhi Use Bewafa Ham Mante Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS