Ajeeb Shaqs Tha Kaisa Mizaj Rakhta Tha,
Sath Reh Kar Bhi Ikhtilaf Rakhta Tha,
Mohabbat To Use Thi Kisi Aur Se Shayad,
Hum Se To Yuhi Hansi Mazak Rakhta Tha.
Pathaar Ki Pooja Kar Baithe Hum Naada The,
Teri Aadat Teri Fitrat Se Anjaan The,
Waqt Ne Hame Khilona Bana Diya Yaaro,
Warna Hum Bhi Kabhi Mehfilon Ki Jaan The.
Yehi Zindagi Ka Usool Hai,
Jo Bichar Gaya Usay Bhool ja,
Jo mila hai Dil se laga k rakh,
Jo nahi mila ussy Bhool ja,
Na wo Dhoop tha na wo Chandni,
Na Chirag thaNa Wo Roshni,
Wo Khayal tha koi Khuwab tha,
Wo tha Aaina ussy Bhool ja,
Wo jo tery Dil k Qareeb tha,
Wo na jany kiska NASEEB tha,
Tujhe Hans k usny Bhula dia,
Tu bhi Muskura kar Usay BHOOL ja!!
Aao Chale Tanhaiyo K Safar P Hum, Janha Manzile Hai Na Rastye.
Duriya Hai Na Faasle, Janha Koi B Be-Wafa Nhi,
Janha Dard-O-Gham Nhi, Janha Pyar Hai Na Qasam Koi,
Iqrar Hai Na Bharam Koi, Janha “DIL” Koi Jalta Nhi,
Be-Maut Koi Marta Nahi, Aao Chalo Mere Saath Tum,
Mere Humsafar Mere Khwab Tum, Aao Chalo Mere Saath Tum.
Dhoka Tum Na Do Ab Yakeen Hume Nahi,
Bewafai To De Chuke Ho Ab Wafa Ka Bharosa Nahi,
Dosti Samjh Bhi Sako Wo Akal Tum Mein Nahi,
Karke Mohbabt Saja Tum Saho Utna Sabar Tum Mein Nahi.
Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se
So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na Tha
Woh Meri Zindagi Tha Magar Be-Wafa Na Tha
Dol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana Dala
Warna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Tha
Bewafai ki kya dava hai yaroo!
Kush kismati uski jiski
Mayyath nikli mehboob ki gali se….
Bathkismathi uski jiski
Mehboob ki baraath nikli uski gali se…
जख्मो को करके ताजा, मुस्कुराते हो आप,
दे कर खुश्बू फूलो को, मुरझा जाते हो आप,
छुपाके खंजर आस्तीन में, खड़े है यहाँ बहुत ,
रकीबो के बीच ही, दोस्त ढूंढ़ने आते हो आप,
ख्वाइश रखना नहीं होती कोई बुरी बात,पर,
पूरी करनेवालों से, हर बार मात खाते हो आप,
तोडा जाता है दिल को,शीशा समझ कर यहाँ,
खुद ही हर बार, दिल काश काश कराते हो आप,
छोड़ कर कोई उम्मीद, नजरे इनायत की भी,
खरोच खरोच कर जख्मो को, सहलाते हो आप
Jb Zindagi Samajh Aayi To Zindgi Se Dur The Hum.
Marna To Chaha Par Jine Ko Majboor The Hum.
Har Saja Humne Kabul Ki Sir Jhuka Kar.
Kasur Sirf Itna Tha Ke Bekasur The Hum.
Jaha Bhi Hum Badhe Aage Wahi Ye Aafate Gujri,
Utha Kar Hath Se Pathar Hamesha Rahaten Gujri,
Aabhao Ke Udhandaste Pakad Paye Nahi Inko,
Hum Hi Ko Marr Kar Kandha Humari Chahte Gujri,
Bewafa Hai Dunia Kisi
Ka Aitbaar Na Karo,
Har Pal Dete Hai Dhoka
Kisi Se Pyarna Karo, Mit
Jao Beshaq Tanha Ji Kar,
Par Kisi Ke Sath Ka
Intzaar Na Karo.
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi...
Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab?
Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI...
Sapna Ek Lekin Mushkil Hazar Hai,
Tanhai Or Gam To Mere Bachpan Ke Sathi Hai,
Ab To Ye Dil Maut K Liye Bhi Taiyar Hai,
Kyu Ki Is Zindagi Me Hume Bewafao Se Pyar Hai.