• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai Lekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata Umeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey Hain Khawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Palko Mai Aansu Aur Dil Mai Dard Soya Hai, Hasne Walo Ko Kya Pata Rone Wala Kis Kadar Roya Hai, Ye To Bas Wo Hi Jan Sakta Hai Meri Tanhai Ka Alam, Jisne Zindgi Mai Kisi Ko Pane Se Pehle Khoya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaash K Usay Chahnay Ka Arman Na Hota Main Hosh Main Hote Howay Anjaan Na Hota Yeh Pyaar Na Hota Kisi Patthar Dil Se Hamain Ya Koi Patthar Dil Insan Na Hota
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maut Mangte Hain To Zindagi Khafa Ho Jati Hai, Zehar Lete Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun, Jisko Bhi Chahte Hain Wo Bewafa Ho Jate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wafa Ka Jaam Har Koi Pee Nahi Sakta, Dard Lekar Zamane Me Yu Jee Nahi Sakta, Kya Kare Unse Shikayat Zamane Walo, Chak Chaman Ko Koi Yu Bhi Sii Nahi Sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Takdir Ke Aaine Me Meri Tasvir Kho Gayi, Aaj Hamesha Ke Liye Meri Rooh So Gayi, Mohabbat Karke Kya Paya Maine, Wo Kal Meri Thi Aaj Kisi Or Ki Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Fareb Tha Hasi Mein Hum Aashiqi Samajh Baithe, Maut Ko Bhi Apni Hum Zindagi Samajh Baihe, Waqt Kar Raha Tha Mazak Ya Thi Ye Badnasibi Meri, Unki Do Baato Ko Ham Apni Chahat Samaj Bathe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kuch Khabar Nahi Woh Shaks Kya Chahta Tha, Ke Taaluq Tode Kar Bhi Mujh Ko Aazmata Raha, Toote Hue Taaluq Main Bhi Kitni Mazbooti Hai, Main Jitna Bhoolati Rahi Woh Utna Hi Yaad Aata Raha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Tumse Kar Lee Maine, Gam Apne Seene Mein Bhar Liya Maine, Zindagi Bejan Bahut Lagti Thi, Zindagi Mein Jaan Bhar Le Maine.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Rooh ko tadpa rahi Hai unki yaad. Dard bankar chha rahi Hai unki yaad. Harpal sath chalti Hai parchhai bankar. Rote-Rote aa rhi Hai unki yaad.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hasino Ne Hasin Bankar Gunah Kiya Auro Ko To Kya Humko Bhi Tabah Kiya Pesh Kiya JAb Gazlon Mein Unki Bewafai Ko Auro Ne To Kya Unhone Bhi Wah Wah Kiya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain, Bikhar Jaate Hain Zakhm Kaise Bhi Hon, Kuch Roze Main Bhar Jaate Hain Us Khwabon Main Ab Koi Nahi Aur Hum Bhi Nahi Itne Roze Se Aaye Hain, Chup Chaap Guzar Jaate Hain Nurm Aawaaz, Bholi Baatain, Mohazzab Lehjaa Pehle Baarish Main Hi, Sab Rang Utar Jaate Hain Raasta Roke Khari Hai, Wahi Uljhan Kab Se Koi Puche To Kahen Kya Ke Kidhar Jaate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Kisi Se Jikar Judai Mat Karna, Iss Dil Se Kabhi Ruswayi Mat Karna, Jab Dil Ruth Jaye Humse To Bata Dena, Na Bata Kar Bewafai Mat Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Pyaar Mein Hamara Imtehan Kya Legi, Milegi Najar Se Najare To Najar Zukha Legi, Use Meri Mayyat Pe Diya Jalane Ko Na Kehna, Wo Nadan Hai Dosto Apne Haath Jaala Legi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujh Ko Rula Kar Dil Unka Bhi Roya Hoga, Chehra Aansuon Se Usne Bhi Bhigoya Hoga, Kya Hasil Kiya Humne Pyar Mai, Magar Kuch Toh Zaroor Usne Bhi Khoya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Sab Kuch Milta Hai Bas Ek Khudai Ke Siwa, Zindagi Bahut Pasand Aayi Ek Ruswai Ke Siwa, Meri Chahat Ka Ehsas Bhi Na Kar Sakoge Tum, Us Ki Har Ada Pasand Hai Bewafai Ke Siwa.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Hume patthar r khud ko dil kehkar haste they... Unhe kya khabar thi k phattar phattar hi rehte hai,,, R Dil hi badal jate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Shaam din ko dalhna Sikha daiti hy Shama Parwany ko jalna sikha daiti hy Girny sy Choot tu lagti hy mager Thokrain Insan ko Chalna sikha daiti hy..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS