• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Nikal Gaye Mere Paas Se Iss Kadar, Jaise Ki Mujhe Pehchante Hi Nahi, Kitne Zakham Khaye Hai Dil Ne Mere, Phir Bhi Use Bewafa Ham Mante Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Darya Wafaon Ka Kabhi Rukta Nahi, Mohabbat Mein Insan Kabhi Jhukta Nahi, Khamosh Hain Hum Unki Khushi Ke Liye, Aur Wo Smajh Baithe Hain Ki Dil Humara Dukhta Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Eshaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikhakar, Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Batakar, Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab, Chod Diya Mera Sath Bas Itna Batakar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ibaadat rab ki aur surat yaar ki ho.. Sajda rab ka aur rasam pyar ki ho aashiqo ke mazhab ka kya kehna zikra rab ka aur baat yaar ki ho…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bohat Naaz Tha Us Ki Wafa Pe Kabhi Hum Ko, Mujh Ko He Meri Nazron Mein Gira Diya Usne, Kisi Ko Yaad Karna To Us Ki Fitrat Mein Shamil Nahi, Hawa Ka Jhonka Samjh Kar Bhula Diya Usne .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hai, Unke Khaton Ko Pani Mein Bahakar Aaye Hai, Koi Nikal Kar Paadh Na Le Unke Khato Ko, EIsliye Pani Mein Bhi Aag Lagake Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Din Jab Hua Ishq Ka Ehsas Unhe, Wo Hamare Paas Aakar Pure Din Rote Rahe, Hum Bhi Itne Khudgarj Nikle Yaaro, Ki Aankhe Band Kar Ke Kafan Me Sote Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dost To Sath Sath Chalte Hain Raastey Bewafa Log Badaltey Hain Uska Chehra Hai Jab Se Meri Ankhoon Main Na Jane Kyon Log Meri Ankhoon Se Jaltey Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil Luta Dete, Har Ek Ne Dhoka Diya Kis-Kisko Bhula Dete, Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hai, Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Janta Hu Main, Woh Bhi Chahte Hai Mujhe Yeh Janta Hu Main, Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hu Main, Unki Badli Hui Najrein Ko Pehchanta Hu Main.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us Se Pyar Hua Jise Hum Kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Aansu Kabhi Khushi Dekhi, Humne Aksar Majburi Or Bekasi Dekhi, Unki Naarazgi Ko Hum Kya Samjhe, Humne Khud Apni Taqdeer Ki Bebasi Dekhi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat, To Bhula Ke Tujhko Sambhlna Mujhe Bhi Aata Hai, Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat, Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Jiski Hasi Par Hum Sab Lutate Chale Gaye, Wo Muskurate Rahe Hum Khud Ko Mitate Chale Gaye, Jisko Malum Na The Maine Pyar Ke, Usse Hi Hum Dil Lagate Chale Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta Hai Wo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta Hai Bicharh Kar Us Se Pereshan Mein To Hoon Par Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai Lekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata Umeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey Hain Khawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pathar Ki Pooja Kar Baithe Hum Nadan The, Uski Aadat, Uski Fitarat Se Anjaan The, Waqt Ne Hamko Khilona Bana Diya Yaro, Warna Hum Bhi Kabhi Kisi Ki Jaan The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aao Kisi Sham Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho, Meri Rago Main Zehar Judai Ka Utarta Dekho, Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se, Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mein Sisakta Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta Hai Wo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta Hai Bicharh Kar Us Se Pereshan Mein To Hoon Par Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS