Samjhate Hai Wo Ki Pathar Hoom Main,
Unko Thokar Maar Jaunga,
Oh Bewafa Ek Baar Tu Keh De Nafrat Hai Mujhse,
Teri Kasam Pathar To Kya,
Phool Banker Bhi Teri Raah Mein Nahi Aaunga.
Uske khathonko phaad diya
Thasweeronko bhi jala diya
Jobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiya
Lekinnnnnnn…..
Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gaya
Hamare khayaalon me jo chaagaya
Hamein jo apna diwaana banaagaya
Saare dunian se bekhabar banaagaya
Kehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengaya
Kaisa a sitham kargaya
Jeethe ji mujhe maargaya
Aye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!
Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,
Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,
Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,
Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,
Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,
Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,
Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,
Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!
Kyu Naseeb Mera Mujh Se Khafa Ho Jata Hai,
Mano Jisko Bhi Apna Wo Bewafa Ho Jata Hai,
Shiqayat Kyu Na Ho Meri Nazro Ko Raat Se,
Pura Hota Nahi Sapna Mera Or Savera Ho Jata Hai.
Naa Aayegi meri Yade, Tumhe fir se satane
ko,,
Naa Hogi sada koi, tumhe fir se Manane
ko,,
Mujhe Aawaz jab doge fir khamoshi paoge
Naa hoga kabhi koi, fir Laut Aane ko,,
Kahi jab dur Jaoge, mera saya Na paoge
Koi na pas me hoga,
Naa koi bulane ko.
Dekhoge kiska Chehra, fir Tanhaiyo me
Yuhi
Naa hoga kabhi koi, hasane ko Rulane ko.
Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti,
Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti,
Kaash Unke Dil Mein Zara Si Jo Wafa Hoti,
To Iss Tarah Mere Sath Aaj Bewafai Na Hoti.
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar K Naam Se,
Bewafai Mili Sirf Wafa K Naam Se,
Zakhm He Zakham Diye Us Ne Dawa K Naam Se,
Asman Bhi Ro Para Meri Muhabat K Anjam Se…
गरीबी से बढ़कर कोई मज़बूरी नहीं है,
अब मेरी मौजूदगी यहाँ ज़रूरी नहीं है.
हलाल हूआ हूँ बेवफाई के खंज़र से ,
अब मौत से मेरी ज्यादा दूरी नहीं है .
नासूर बन गए हैं जख्म मेरे अब ,
मुझे मारने की कोशिश उसकी अधूरी नहीं है .
मेरा भी कसूर है मैंने प्यार किया उससे,
मत देना सज़ा उसको वो कातिल पूरी नहीं है.
मैंने सोचा था संवर जाएगी ज़िन्दगी प्यार से मेरी ,
पर जीने के लिए प्यार करना ज़रूरी नहीं है
Pyaar Karne Waale Aashiq Kabhi Darte Nahi,
Log Majnu Kehte Hai Par Wo Kabhi Chidte Nahi,
Hamare Pyaar Ki Mashuriya Koi To Dekhe,
Ab To Ham Unhe Bhi Bewafa Ke Sakte Nahi.
Apne hatho se apna sab ku6 luta diya mene
dosto apna pyar khud hi 6od diya mene
log kahete he pagal he bewafa he mujko dard b nahi hota
kese kahu unki zindgi sawarne k liye khud ko tabah kiya mene
Guzri Zindagi Ke Kuch Pal Yaad Aate Hai,
Aankhen Band Kar Le To Unko Hi Pate Hai,
Kya Btaye Unki Bewafai Ke Kisse Ab To,
Hum Wafa Ke Naam Se Bhi Ghabrate H.
Log Kehte hain ki ye har gam bhula deti hai...
Dil me basi kisi ki yaad mita deti hai...
par wo yaad hi kya jo isse peene se mitjaaye...
sharab to bas uske bina jeena sikha deti hai...
Hamne Bhi Pyar Dekar Sanam Se Pyar Manga Tha
100 Bar Nahi Bas Ek Bar Iqrar Manga Tha
Jab Giri Bijli Inqar Ki Hum Par Uske To Fir Se
Khud Ki Numaish K Liye Gham Ka Darbar Manga Tha
Abhinav lonely
Tum se Bohut Kuch ♥
Kehna Hai Magar !!♥
♥ Kabhi Tum Nahi Milte
... Kabhi Alfaz Nahi Milte !! ♥
♥ Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein
Ek Pal Mein Magar !! ♥ ♥
Kabhi Kadam Nahi Chalte
Tu Kabhi Raste Nahi Milte !! ♥
♥ Tumhen Pana Chahta Hoon
Umar Bhar Ke Liye Magar !! ♥
♥ Kabhi Halat Nahi Milte
Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte
Deewana Wahi Hota H Jise Gam Nahi Hota,
Dard Chahe Jitna De Koi, Dil Se Pyar Kam Nahi Hota,
Yu To Bhar Aate H Aankho Se Aansu Kabhi Kabhi,
Magar Aashiq Kabhi Sare-Aam Nahi Rota.
Hum Dard Jhelne Se Nahi Darte,
Par Us Dard Ke Khatm Hone Ki Koi Aas To Ho,
Dard Chahe Kitna Bhi Dardnak Kyu Na Ho,
Par Dard Dene Wale Ko Uska Ehsaas To Ho.