• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Dam-e-subah bazm-e-khush jahan shab-e-gam se kam na thi meharaban ki chirag tha so to dud tha jo patang tha so gubar tha dil-e-khasta jo lahu ho gaya to bhala hua ki kahan talak kabhi soz-e-sina se daag tha kabhu dard-o-gam se figar tha dil-e-muzatarib se guzar gai shab-e-wasl apni hi fikr mein na dimag tha na farag tha na shakeb tha na qarar tha ye tumhari in dinon dostan mizhgan jis ki gham mein hai khun-chakan wahi aafat-e-dil-e-ashiqan kisu waqt hum se bhi yar tha kabhu jayegi udhar saba to ye kahiyo us se ki bewafa magar ek “meer”-e-shikasta-pa tere bag-e-taza mein khar tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Achanak Teri Yad Ny Rula Diya Kya Karon Tum Ny Jo Mujhy Bhula Diya Na Karty Wafa To Na Milti Ya Saza Meri Wafaon Ny Tujhy Be-Wafa Bana Diya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaina Dekh Ke Kya Se Kya Ho Gaya, Joh Wafa Tha Kabhi Bewafa Ho Gaya, Tere Dil Ke Shahar Mein, Naa Apna Koi, Pyaas Joh Dikh Gayi, Dariya Ho Gaya, Dushmano Se Mile, Kuch Baat Ban Gayi, Dost Kam Khush Huye, Aur Khafa Ho Gaya, Ah Meri Zindagi, Ab Mere Saath Chal, Mout Kya Dikh Gayi, Kya Nasha Ho Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aisa Dard Diya Usne Pyar Bhi Mera Badnam Ho Gaya, Unse Ishq Karne Ki Khata Kya Hui, Itni Keemat Wasool Ki Unhone, Mera Kafan Bhi Nelaam Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj tou hum mout ki dua karke roye hai Dobara aaj khuda se gila karke roye hai Kiyo na likh saka use takdeer mai meri Bus isi khyal par phir baar baar roye hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Chal Diye Maut Ke Bhawar Mein Chodkar, Dekhe Jaa Rahe Hai Dil Ko Todkar, Sangdil Sanam Hume Mila Kaha Se Kya Gila, Lo Hum Chal Diye Tumhari Duniya Chodkar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamara Toh Dard Se Rishta Purana Hai, Isiliye To Aapke Har Gam Ko Apna Mana Hai, Kya Kahe Uss Rab Se Bhi Ki Woh The Bewafa, Humne To Khud Ko Hi Ab Bewafa Mana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Main mar jau to mere Sirhane na bithana usko, Bhot Tasalli dena bhot pyar se Samjhana us ko, Ghumne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana usko, Wo bawafa h us waqt ye ehsaas na dilana us ko, Us k samney na karna baatein aisi k meri yaad aa jaye, Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko, Wo royega bhot bilawaje to meri rooh tadap uthegi Yaar, tum aisa karna meri Maut ka hi na batana us ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kya Jawab Doge Sanam, Khuda Ke Darbaar Jab Puchhega Woh, Kya Gull Khilaye Pyar Mein, Suna Na Sakoge Dastaa, Apni Bewafayi Ki,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Bewafa Nahi Ye Mujhe Pata Hai, Uss Ki Raah Dekhna Ye Meri Adaa Hai, Wo Aye Ya Na Aye Ye Uss Ki Wafa Hai, Bus Tarapte Rehna, Ye He Meri Saza Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aap Ne Pyar Sikha Diya Hum Ko, Dard Ka Putla Bana Diya Hum Ko, Ye To Bataya Hi Nahi Pyar Me Dil Toot Jata Hai, Toote Dil Ke Sath Jeena Sikha Diya Hum Ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jo Khawab Sajaye Ankhon Ne, Wo Khawab Bikharne Wale Hain, Humen Dil Me Basana Thik Nahi, Hum Log Ujadnae Wale Hain, Wo Chod Gaya Mujhe Kanton Par, Pholon Ke Khilte Mausam Me, Rab Khair Kre Lauta Hi Nahi, Ab Patte Jhadne Wale Hain, Wo Jise Dekhne Se Ankhon Me, Thandak Si Rehti Thi, Ab Door Gya To Aisa Laga, Hum Jese Pigalne Wale Hain, Jo Khawaish Thi Dil Mein Mere, Wo Khawaish Aakhir Toot Gayi, Tere Wasal Me Jeena Tha Humko, Tere Hijar Men Marne Wale Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • badi hasin thi zindgi jb na kisi se mohabbat thi na kisi se nafrat thi zindgi me ek mod aesa aaya...... mohabbat ek unse hui or nafrat sari duniya se ho gai... kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jatey Hoey Dil Me Lagan Chhor Gaya, Wo Muhabat Ki Dehleez Pr Kafan Chhor Gaya, Door Rehney Se MuhaBat Barhti Hy, “!)E/" Yeh Keh Kr WO Ye Shehar Chhor Gaya,,,,,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bina Btaye Usne Njane Q Y Duri Krdi Bichad K Usne Mohbt Hi Aduri Krdi, Mere Mukadr M Gam Aye To Kya Hua, Khuda N Uski Kwahish To Puri KrDi:(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uski Har Adaa Juda Si Lagti Hai Har Bat Par Wo Khafa Si Lagti Hai Mere Toote Hue Dil Par Wo Shaan Se Hasti Hai Par Ab To Wo Har Andaaz Se Bewafa Si Lagti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Apna Faisla Karke Jaunga, Zindagi Tere Naam Apni Khusiya Kar Jaunga, Yu To Tu Bewafa Hai Magar Aye Sangdil, Chumkar Tere Labo Ko Mein Mar Jaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS