• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Nighaon Me Sunapan, Dil Bhi Viraan Hai, Mere Mehboob Kya Yahi Pyar Ka Inaam Hai, Tumhe Chaha Aur Raat Din Pooja Maine, Mujh Par Laga Ye Bewafai Ka Ilzaam Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Puchte Hai, Kyun Surkh Hai Tumhari Aankhein, Hans Ke Keh Deta Hoon, Raat Ko So Na Saaka, Laakh Chahon Phir Bhi, Ye Keh Na Sakun, Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi, Magar Ro Na Saka.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • hum uski yaad mai barso rote rahe Bewafa wo nikle badnam hum hote rahe.. pyar me madhoshi ka aalam to dekhiye, dhul chehre pe thi aur hum aaina dhote rahe..ii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aao Kisi Sham Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho, Meri Rago Main Zehar Judai Ka Utarta Dekho, Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se, Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mein Sisakta Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Abad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha, Sitam Woh Roj Ek Naya Izaad Karta Tha, Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya, Jo Panchi Roj Mere Naam Par Azaad Karta Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Usne Mujhe Aazmaya Bohat Hai, Ja Ja K Maine Use Manaya Bohat Hai, Sach Pochiye To Bohat Pyara Lagta Hai Dil Ko, Wo Shakhs Jisne Mujhe Rulaya Bohat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Wo Humse Kuch Khafa Lagte Hai, Khafa Hokar Bhi Bade Pyare Lagte Hai, Bas Kya Kahen Hum Unke Bare Mein, Wo Kabhi Khuda To Kabhi Bewafa Lagte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Rehte Hain Hum Door to Kya Hua, Hum Juda to Nahi, Baat Nahi ker Sakte to Kya Hua, Hum Khafa to Nahi, Na Nilna Hamari Majboori Hai, Per Hum Bewafa to Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • jab gardishon mein jam the kitne hasin ayyam the hum hi na the rusava faqat wo aap bhi badnam the kahate hain kuch arsa hua qabe mein bhi asanam the anjam ke kya sochate na-vaqif-e-anjam the ahad-e-javani mein “adam” sab log gulandam the
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • मेरी वफ़ा की कदर ना की, अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता, सुना है वो उसकी भी ना हुई, मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता|
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Samandar Ka Ek Kinara Hota Hai, Har Rat Ka Ek Savera Hota Hai, Kyun Kar Raha Hai Ye Julm Aye Khuda, Kyu Har Bewafa Ka Ek Diwana Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jaan kar bhi wo mujhe jaan na paye, aaj tak wo mujhe pehchaan na paye, khud he kr li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Yehi Zindagi Ka Usool Hai, Jo Bichar Gaya Usay Bhool ja, Jo mila hai Dil se laga k rakh, Jo nahi mila ussy Bhool ja, Na wo Dhoop tha na wo Chandni, Na Chirag thaNa Wo Roshni, Wo Khayal tha koi Khuwab tha, Wo tha Aaina ussy Bhool ja, Wo jo tery Dil k Qareeb tha, Wo na jany kiska NASEEB tha, Tujhe Hans k usny Bhula dia, Tu bhi Muskura kar Usay BHOOL ja!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Itna Pila Jaalim Ki Hosh Na Rahe, Dard Ka Ehsaas Mit Jaye, Koi Gam N Rahe, Katra-Katra Jism Mein Yu Aag Bhar Jaye, Jal Jaye Jism Apna Magar Hosh Na Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil Luta Dete, Har Ek Ne Dhoka Diya Kis-Kisko Bhula Dete, Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hai, Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Baatein Karke Rula Na Dijiyega, Yu Chup Rehke Saza Na Dijiyega, Na De Sake Khushi To Gam Hi Sahi, Par Dost Bana Ke Uhi Bhula Na Dijiyega.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dhoka Tum Na Do Ab Yakeen Hume Nahi, Bewafai To De Chuke Ho Ab Wafa Ka Bharosa Nahi, Dosti Samjh Bhi Sako Wo Akal Tum Mein Nahi, Karke Mohbabt Saja Tum Saho Utna Sabar Tum Mein Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Lamha Lamha Saanse Khatm Ho Rahi Hai Zindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah Woh To Bus Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye They, Teri Kasam Sanam Tujhe Apna Banane Aaye They, Kis Baat Ki Saza Di Tune Hamko Aye Bewafa, Hum To Tere Dard Ko Bhi Apna Banane Aaye They.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ve Jan Waleya Enj Chadh K Na Javeen, Keetay Waday Saray O Tor Nibhaveen, Gallan Ishq Di Kitiyaan Sang Rataan Kaddiyaan, O Pull Na Javeen Menu Chhadd Na Javeen.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS