• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kya Jawab Doge Sanam, Khuda Ke Darbaar Jab Puchhega Woh, Kya Gull Khilaye Pyar Mein, Suna Na Sakoge Dastaa, Apni Bewafayi Ki,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Aarz Kiya Karte, Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte, Hai Kahi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai, Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humare Muskurane ki Wajah Tum Ho, Hamare Zindagi ka Matlab Tum Ho, Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena K Hamari Maut ki Waja Bhi Tum Ho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani Hai Dard Main Doobi Hui Yeh Zindagani Hai Rista Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka Aansu Rooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani Hai Saansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin Hain Lahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani Hai Kho Diya Jisne Umar Bhar Ka Sukoon Muskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pamana Liye Baitha Hoon, Par Mat Samajna Ki Piye Baitha Hoon, Dil Tod Kar Jane Wali Bewafa Sanam, Abhi Tak Teri Tasveer Liye Baitha Hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Hanste Hai Toh Hanse Do Tanhai Pe Meri, Hum Ne Khud Apni Wafaon Ki Saza Paaye Hai, Yeh Ghalat Hai Ki Main Tanha Hoon Bichad Kar Tujh Se, Dekh Le Aake Mere Sang Gham E Tanhai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh bewafa nikli toh kya hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Barbaad Jo Kare Jindagi Pyar Ke Naam Pe, Bewafai Jo De Jaye Wafa Ke Naam Pe, Jhakam Jo De Jaye Wafa Ke Naam Pe, Khuda Bhi Roo Pade Aise Anjaam Pe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kash ke hum unke dil pe raaj karte, Jo kal tha wohi pyar aaj karte, Hume gum nahi unki bewafai ka, Bas Armaan tha ki hum bhi apne pyar pe naaz karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Na Kisi Ki Qasam Se Jeeta Hai Koi, Na Kisi Ke Gham Se Marta Hai Koi, Aksar Mohabbat Mein Chod Jata Hai Wohi, Jis Se Be-Panah Mohabbat Karta Hai Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi kabhi ayesa hota hai is beraham duniya mein Joh pasand ata hai woh hota nahi apne naseeb mein Agar woh paraye hai to usko bhula hi achchaa hoga Aap ko behtar koi aur milega takdeer mein agar hoga Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard-E-Dil Me pr uska ehsas nhi hota , R ota hai dil jb wo pas nhi hota Brbad ho gye hm unki muhabbat mai, Aur wo kehte hai is tarha pyar nhi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna, kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna, pyar to hum dono ne kiya tha, lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aj achanak teri yaad ne rula diya , Kya karu tune jo hmko bhula diya , Na karte hm wafa na milti hmko yeh saza , Hmari wafaon ne apko bewafa bana diya ...<3
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Usne Mujse Kaha K Mujhe Bhool Jao, Maine Tume Dil Se Nikal Diya Hai, Bas . . . . . . . . . . . . . . . Sukoon Sa Mil Gaya Ye Sunkar, Ki Kabhi To Uss Ke Dil Me The Hum
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mera Mehfil Mein Aana Gunah Tha, Ya Bewafa Se Pyar Jatana Gunah Tha, Bata Do Tum Hi Mujhe Barbaad Karne Walo, Kya Rote Hue Ko Hasna Gunah Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Rubaro Unke HARF-E-GILA Kya Karte Dard To Humko Chupana Tha Sada Kya Karte Bewafai Bhi Wafa Ki Tarah Ki Usne Aise Insan Se Karte To Gila Kya Karte
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Hum Unhe Bewafaa Bata Kar Aaye Hai, Unke Khato Ko Pani Mein Baha Kar Aaye Hai Koi Nikaal Kar Padh Na Le Unhe, Isliye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaye Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Tumse Kar Lee Maine, Gam Apne Seene Mein Bhar Liya Maine, Zindagi Bejan Bahut Lagti Thi, Zindagi Mein Jaan Bhar Le Maine.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Juda Ho Kr Wo Hamse Kabhi Kush Na Reh Payegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hamse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS