• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kismat Ne Mere Ishq Ko Nakam Kar Diya, Mujhko Meri Wafao Ne Badnaam Kar Diya, Khwab Dekhte Rahe Hum Jiske Raat Din, Usne Hi Mere Khwabo Ko Neelam Kar Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Manana Agar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aj achanak teri yaad ne rula diya , Kya karu tune jo hmko bhula diya , Na karte hm wafa na milti hmko yeh saza , Hmari wafaon ne apko bewafa bana diya ...<3
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamare Ansoo Ki Pyali Hi Jaam Ho Gayi, Izzat Bhi Hamari Ab To Neelam Ho Gayi, Kyu Use Bewafa Ki Raah Takti Hai Ye Nazar, Ab To Nazar Bhi Gairo Ki Gulam Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • kuch rabt zamane se ziyada nahi rakhta mein apne siwa apna hawala nahi rakhta hathon mein tu aa jati hai dil mein nahi aati duniya ki tarah mein gham e duniya nahi rakhta ankhon se barasne pe jab aa jaye tera dard ye abar bacha k koi qatra nahi rakhta Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humare Muskurane ki Wajah Tum Ho, Hamare Zindagi ka Matlab Tum Ho, Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena K Hamari Maut ki Waja Bhi Tum Ho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Kahte Hain Dhokha Dena To Dushmano Ka Kaam Hai Sirf Dost Hi Asa Hain Jo Dhokha Nahi Dete Lekin Main Samajhti Hoon Dhokha Khana Hamari Niyati Ban Chuki Hai Chahe Vo Dushmano Ne Diye Ho Ya Dosto Ne Dhokha Dono Hi Dete Hain Dosto Aur Dushmano Me Farq Bas Itna Hi Hai Dushman Har Baat Pe Dohkha Dete Hain Par Log Kahte Haindost Achche Hote Hain Isiliye Vo Sirf Vaqt Par Hi Dhokha Dete Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unki Mohabbat Ke Abhi Nishaan Baaki Hai, Naam Lab Par Hai Aur Jaan Baki Hai . Kya Hua Agar Dekh Kar Muh Pher Lete Hai, Ganimat Hai Ki Shakal Ki Pehchaan Baaki Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega Itna Mat Chaaho Use Wo Bewafa Ho Jaayega Hum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar Maloom Hai, Jis Taraf Bhi Chal Padeinge Raasta Ho Jaayega Kitni Sachchai Se Mujh Se Zindagii Ne Keh Diya, Tu Nahin Mera To Koi Doosra Ho Jaayega Main Khuda Ka Naam Le Kar Pee Raha Hoon Dosto, Zehar Bhi Iss Mein Agar Hoga Dawa Ho Jaayega Sab Usi Ke Hain Hawa, Khushboo, Zameen-O-Aasmaan, Main Jahan Bhi Jaaoonga Us Ko Pata Ho Jaayega Rooth Jaana To Mohabbat Ki Alaamat Hai Magar, Kya Khabar Thi Mujh Se Wo Itna Khafa Ho Jaayega
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apni Ankho Ke Samunder Mein Utar Jaane De, Tera Mujrim Hoon Mujhe Doob Ke Mar Jaane De, Zakham Kitne Teri Chahat Se Mile Hai Mujhko, Sochta Hoon Kahu Tujhse Magar Jaane De.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Tera Mausum Chehra Bhul Jane Ke Kabil Nahi Tum Bahut Khubsurat Ho Par Dil Lagane Ke Kabil Nahi Mana Ki Husn Ki Mallika Ho Tum Par Apna Banane Ke Kabil Nahi Har Dil Ki Dhadkan Ho Tum Par Mere Dil Mai Samane Ke Kabil Nahi Har Aangan Ki Mehfil Ho Tum Par Mera Aangan Sajane Ke Kabil Nahi Bewafa Tera Masum Chehra Bhul Jane Ke Kabil Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye Aur Baat Hai K Wo Dushman Hua Aaj Magar Wo Mera Dost Tha Kal Tak,Use Bura Na Kaho Najane Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi Hai Wo Sath Chor Gaya To Use Bewafa Na Kaho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unki Bholi Surat Iss Dil Mein Samayi Hai, Jisne Mere Dil Mein Pyar Ki Shama Jalayi Hai, Mat Kaho Aye Yaaro Unhe Bewafa, Kyunki Unhone Kisi Aur Se Wafa Nibhayi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai, Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Dard Ko Shabdon Me Dhala Nahi Gaya, Gam Ke Ansuon Jo Akhon Se Nikala Nahi Gaya, Us Bewafa Ne Mujhe Dard Is Liye Diya, Kyoki Us Se Mera Pyar Sambala Nahi Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tamam Umar Hum Unse Door Rahe, Unki Khusi Ke Liye Khusi Se Door Rahe, Isse Badhkar Wafa Ki Saja Kya Hogi, Uske Hote Hue Bhi Har Pal Use Door Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kuchh To Majabooriyaaan Rahee Hongee Yoon Koee Bevafaa Naheen Hotaa Jee Bahut Chaahataa Hai Ke Sach Bolein Kya Karein Hosalaa Naeen Hotaa
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uski Aankhoon Mein Wafa Dekhi Thi, Mehakti Phooloon Ki Ada Dekhi Thi, Yeh Na Socha Tha Woh Bewafa Hoga, Usmein Toh Chahat Ki Inteha Dekhi Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • kya kya chupaye kya kya bataye, is Dard-E-Dil ko kise sunae, dard hota jism me to dawa kar lete, par is bari dil k dard ki dawa kese banaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS