• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Deta hai kyu ye dard bas hum hei ko,
    Kya samjenge woh en aankho ki nami ko,
    Lakho deewane ho jis chand ke,
    Woh kya mehsus karenge ek tare ki kami ko...ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • `
    Wo Ghadi Kuch Khaas Thi
    Jab Mout Khadi Mere Paas Thi
    Phir Bhi Maine Roki Hui Meri Saans Thi
    Kyonki Tumhari Ek Jhalak Ki Aas Thi…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • raat ko aapki har baat yaad aati hai.
    gujari thi jo o sab raat yaad aati.
    kitna khubsurat o rat tha.
    jab aapki saans bhi mere dil ke paas se jaati thi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Panaho main aaya ho to uspar waar kya karna,
    Jo dil hara hua ho uspe phir adhikaar kya karna,
    mohabbat ka maza to dubne ki kashmakash mai hai,
    Jo maloom ho gehrai to dariya paar kya karna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uski Yaad Me Tadaapti Rehti Hu Har Pal..
    Koi Usse Kaho Mere Dilse Apna Naam Mita Jaaye..
    Arsa Hua Chaand Ko Dekhe Hue..
    Koi Usse Kaho Apna Chehra Dikha Jaaye..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhool jaana use jo tumhe bhula de,
    Mat dekhna use jo tumhe rula de,
    Par kabhi dukhi na hona us shakhs se,
    Jo apni aakhein bhigo kar tumhe hansa de.
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pehli Mohabbat Thi Meri Hum Jaan Na
    Sake, Pyar Kya Hota Hain Wo Pehchan
    Na Sake, Humne Unhe Dil Mein
    Basaya Hain Iss Kadar Ki, Jab Bhi
    Chaha Dil Se Hum Unhe Nikal Na Sake.
    bindass chhotan chandra
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aks loves once said
    "When we develop the
    Ability to LISTENING to
    Anything without Losing
    our TEMPER or
    SELF-CONFIDENCE"
    It means we have become
    "EDUCATED" !!!
    GOOD MORNING.
  • 9 years ago



    Tags : Good Morning SMS
  • साले अजीब दोस्त मिले है अगर मैं मर भी गया तो मेरी क़ब्र पे आके एक सेल्फी खींच कर पोस्ट करेंगे,
    “Me AND My Friend At स्मशानघाट – Feeling Sad.
  • 9 years ago



    Tags : Funny SMS , Funny Jokes , Hindi Jokes SMS