• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • चॉद भी बडा कातील है,
    दिलबर कि याद दिलाता है ,
    वे हुसन से मारा करते थै ,
    ये यादो से मार जाता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is kadar dard ko pee rahein hain,
    Oonhe pata bhi nahin,
    Ab tak bataya hi nahin,
    Dartein hain, Kahin haqeekat dard bada dena
    kahin,
    Khamoshi ki zubaan ab hotoin par nahin!ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Inme Se Koi 1 Chiz Slect Kijiye..
    1.Hathoda
    2.pathar
    3.Gun
    4.Pipe
    5.Tube
    6.Shoe
    7.Danda
    Or
    Apne Sar Pe Zor Se Maaro
    Shayad Meri Yad Aajaye:
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Gulshan ka har khwab baharo me kaid hai.
    Lagta hai darya bhi kinaro me kaid hai,
    Yado se niklne ki himmat nahi hoti,
    Koi to hai jo dil ki diwaro me kaid hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab tak zinda hai chahenge tumhe
    Har dua me rab se maangenge tumhe
    Tum hame nahi chahate to koi baat nahi
    Aise bina kuch kahe jaane nahi denge tumhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki DhadkNo Ko Ek LaMha SaBar Nahi ....

    ShaYad Ki Usko AB MeRi KadaR Nahi ....

    HaR SaFar MeiN MeRa KaBhi HumSaFar Tha Wo....

    AB SaFar To Hai MaGar Wo HumSaFar Nahi .... !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Bhale Hi Kisi Gair Ki Jageer Thi Wo,
    per Mere Khwabo Ki Tasveer Thi Wo.
    mujhe Milti To Wo Kaise Milti,
    kisi Or K Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS