The success of SYNC is another proof point that we are doing just that. We will continue to innovate and expand the capability of SYNC by integrating even more new technologies that fit our customers’ lifestyles.
Santa Ke Bete Ki Roti Par Se Chuha
Guzar Gya
Son: Muje Ye Roti Nahi Khaani.
Santa: Khaa Le Putar
Chuhe Ne Kaun Si Chapal Pehan Rakhi Thi.
10 years ago
Message Copied
Tags :
Maszid Ki Namaaz Ho Ya
Mandir Ki Dua Ho Tum..
Tum Ho Khuda Ka Tohfa Ya
Khud Khuda Ho Tum..
Aye Sanam Ab Khud Hi
Faisla Karo.. Dilme Rehte
Ho Ya Dil Ki Jagah Ho Tum..!
Raat ko chupke se aati hai nind,
kuch khusiyo k sapne lati hai nind,
kehti hai sapno k aagosh me kho jao,
bhul ke saare gum chupke se sa jao...
Good night....!!!
The supreme goal of all theory is to make the irreducible basic elements as simple and as few as possible without having to surrender the adequate representation of a simple datum of experience.
मन की आंखो से प्रभु का दीदार करो दो पल का है अन्धेरा बस सुबह का *इन्तजार करो क्या रखा है आपस के बैर मे ए यारो छोटी सी है ज़िंदगी बस *हर किसी से प्यार करो *
Air hostes to Pandit: Sir,kya lenge?
Pandit- Puri,sabji,khir aur laddu.
Air hostess- Sir, Aap kingfisher ke plane me baithe
hai,
Vijay malya k shraadh me nahi..
10 years ago
Message Copied
Tags :
Pal hi aisa tha ki hum inkar na kar paye,
zamane k dar se ikraar na kar paye,
na thi jinke bina zindagi munasib,
chod diya sath unhoneaur hum sawal tak nakar paye.
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain
So us ke shahar main kuchh din thehr ke dekhte hain
Suna hai rabt hai us ko kharab halon se
So apne aap ko barbad kar ke dekhte hain
Suna hai dard ki gahak hain chashm-e nazuk us ki
So ham bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
Suna hai us ko bhi hai sher-o shayari se shagaf
So ham bhi mojazay apnay hunar ke dekhte hain