• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Roothon tau sahi gar koi manane wala ho
    Karoon intizaar bhi gar koi aanay wala ho

    Bari muddat se nai bheegen ye aankhein meri
    Koi tau ho aisa jo rolaanay wala ho

    Sab hi haal mera pooch k chalay jate hain
    Hay koi jo dil mein samaanay wala ho

    Khushiyan tau shayad muqaddar mein hi nahi hain
    Milay ghum aisa jo galay lagaanay wala ho

    Lutnay ki khuwahish mein chalay qaaflon k saath
    Rehbar na mila jo qaafla lutaanay wala ho
  • 10 years ago



    Tags : Hindi Ghazals SMS
  • na jeene ki khushi na marne ka gam,
    Gam hai to unse na milne ka gam,
    Jeete hai is aas par kabhi wo humare ho jyenge,
    Marte nahi isliye ki wo akele reh jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Words begin with ….A….B….C….
    Number begin with….1….2….3….
    Music begin with….SA….RE….GA….
    BUT….?
    FRIENDSHIP begins with….’
    ‘You&Me”
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Raat Bhar Jag Kar Yaad Unhe Karte H,
    Sath Nahi H Wo Pyar Jinhe Hum Karte H,
    Jeete H Jab unke Bina,
    Lagta He Jikar b Hum Gunah Karte He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दुआ‬ कौन सी थी ‎हमे‬ याद नही बस इतना याद है, दो ‎हथेलियाँ‬ जुड़ी थी एक ‎तेरी‬ थी ‎एक‬ मेरी थी..
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Status SMS
  • Socha kisi apne se baat karun,
    Apne kisi khaas ko yaad karun,

    Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka,
    Dil ne kaha kyun na aapse shuruwat karun.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Day SMS
  • Bachta Koi Nahi Mohbt Kar Ke
    Barbaad Hone Se.
    Lekin Khush Wo Bhi Nahi Reh Pata
    Jo Barbaad Karta Hai.
    Kabhi Na Kabhi Use Bhi Pachtawa Hota Hai.
    Jo Khud Ki Khushi Ke Liye Auron Ko Rulata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Koi Dukh Na Ho
    Koi Gaam Na Ho
    Koi Aankh Kabhi Purnam Na Ho
    Koi Dil Kisi Ka Toray Na
    Koi Saath Kisi Ka Choray Na
    Bas Pyar Ki Nadiya Behti Ho

    Kaash K Dunya Aisi Ho.
    Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Patriotism is "a very definite feeling of preference for one's own people or State above all other peoples and States, and a consequent wish to get for that people or State the greatest advantages and power that can be got - things which are obtainable only at the expense of the advantages and power of other peoples or States."
  • 5 years ago



    Tags : Leo Tolstoy Quotes , People Quotes , Feelings Quotes