Tha Pyar Me Safar Ke KahanNakshe Milte Hai,
Bas Chalte Raho To Raste Milte Hai,
Aapki Ek Muskan Ne Chain Chura Liya,
Ab Aankho Ko Roz Naye Sapne Milte Hai.
Kehte Hai.
Zindagi Hasin Hai Zindagi Se Pyaar Karo,
Har Raat K Baad Subah Ka Intzaar Karo,
Wo Pal Bhi Ayega Jiska Intezar Hai Apko,
Rab Pe Bharosa Aur Waqt Pe Aitbaar Karo;(
Magar Gaya Waqt Laut Ke Nahi Aata,
Kitna Bhi Kisi Pe Etbaar Karo.
Nighaon me tum humko bsa lo,
Dil ke pass tum humko hi bitha lo,
Pyar itna kro ki hum bhool jaaye sbko,
Tum hamari wafa ki tasveer hi aapne dil mein bna lo,
Swee2
चाहत तो :man: हम भी रखते हैं, किसी के :heart: दिल में हम भी :vibration_mode: धड़कते हैं, न जाने वो कब :cry: मिलेंगे :woman: जिन के लिए हम रोज़ :broken_heart: तड़पते हैं.
Khayalon ki duniya me jee raha hu abhi,
Mujhe ye pyaar bhare khwab tum dekhne do…!!
Dilaya hai aapne mujhe apne-pan ka ehsas,
Mujhe ab aapke sare dukh-dard ko sehne do…!!
Ban jau jo agar main dard bhari yad apki,..
Chehre Ki Hansi Se Tum Har Gam Chupao,
Bohat Kuch Bolo Par Kuch Na Batao,
Khud Na Rutho Kabhi Par Sabko Manao,
Raaz Hai Ye Zindagi Ka Bas Jeete Chale Jao.
Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo.
Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de.
Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
ppyar-vyar to ek bahana hai.
dil mile na mile lips ko milana hai.
ye style hai sab ashiqo ka.
kya kahe doston
ye dilip kumar ka nahi emran hashmi ka jamana hai.
Dil agar CPU hota to aap ki sabhi yado ko save kar lete .
Dimag me agar printer hota to khyalo ko print out kar lete .....
Dhakan me agar pendrive hota to jindagi ka backup lete .
Man me jo blutooth hota to bato ko transfer kar leta .......
Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,
Yuto har tamanna har ehsas hai wo mera,
Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise…
__--__--__--
Mai Ja Rhi Hu Bahot Door Tumse. .
Wo Kah Gyi Mera Intezaar Na Karna. .
. .
Tumhara Dil Kahega Mai Laut Aaungi. .
Apne Dil Par Tum Aitbaar Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Wo Bhool Chuki Hai Mujhko. .
Fir Kaha Mujhe Yaad Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Kii "Mujhe Pyar Nhi Tumse". .
Fir Ye Bhi Kaha Ki "Kisi Aur Se Pyar Na Karna"
. .
Dil Par Na Mere Ab Yoon Waar Kijiye,
Chodo Ye Nafrat Ab Thoda Sa Pyaar Dijiye,
Tadapte Hai Jis Kadar Tere Pyar Mein Hum,
Kabhi Aap Bhi To Yu Mere Talabgar Hua Kijiye.
Wo muskura ke dard taal deta hai
kisi kisi ko khuda ye kamal deta hai
nazar utha ke jis ko dekh le woh ek
bar
yakeen karo use mushkil mein daal
deta hai
*Wada hai Aapki dosti sada khas rahegi.
*Yado ki jhalak dil k pass rahegi.
*Nhi bhulenge Aapko or Aapki dosti ko,.
*Jab tak is dil me Aakhri saans rahegi.