Dosti ka tohfa har kisi ko nahi milta
Ye phool har bhag m nahi khilta....
Es phool ko kabhi tootne mat dena..
Q ki toota huya phool dobara nahi khilta..
..p,a.
Kar diya ye jindegi ab tere naam ,
Likh dala dil ki baatein kitabo ki panno pe tere nam ,
Ghar to hum basayenge tumhare hi sath...
Karne do ji varke
jisko karna hay badnam..
agar khus hai wo dekh ansu mere
ankho me
to khuda ki kasam hum muskurana hi
chhor denge
tarpte hi rahenge use dekhne ko
magar uski taraf palak uthana hi
chhor
denge
womanjil hi kya meri jo dukh de usko
kuda ki kasam us manjil pe hum jana
hi
chhor denge
Mohabbat Ka Kya H Kabhi Bhi Ho Jati
Hai, Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami
Si Chhod Jati Hai, Humne Ki
Mohabbat To Hal Hua Aisa, Taaron
Ke Beech Ek Shaam Gujarti Ho Jaise.
Acche Rishte Ke Liye Kise
Wade Ya Shart Ke Zarurat
Nhi Hoti, Iske Liye Sirf Do
Acche Insaano Ke Zarurat
Hoti Hai, 1 Mere Tarha Sweet
Or 1 Aap Ke Tarha Honey.
Hai abhi bhi umeed tumhare jabab ki
Karte hai tumhe pyaar,hume tasalli hai is baat ki
Chalta rahega humare message ka silsila,
Aa nhi jati jab tk khabar, tumhare shadi k baat ki...........Prayashu
Khuda Jaane Mohabbat Mein Kya Dastur
Hai, Humne Jisko Chaha Wo Humse
Dur Hai, Husn Waalo Mein
Mohabbat Ki Kami Hoti Hai Ya Fir
Chahne Walo Ki Takdir Buri Hoti Hai.
Shayad main ab mohabbat na kar paunga,
Chaahu bhi toh kisi or ka na ho paunga,
Malum na tha ki ye dillagi dil ko yu le jayegi,
Ki jinda ho kar bhi main saans na le pauga..!
Khuda Se Maine Ek Duaa Mangi,
Duaa Mein Apni Maut Maangi,
Phir Khuda Ne Kaha Maut To Mai Tuje De Du,
Par Usse Kya Doon Jisne Teri Lambi Umar Maangi...!
Apni Pyari Ankho Me Chupalo Mujhko;
Mohabbat Tumse Hai Churalo Mujhko
Dhoop Ho Ya Sehra Tere Sath Chalenge Hum;
Yaqeen Na Ho To Azmalo Mujhko
Tere Har Dukh Ko Seh Lenge Has K Hum;
Apne Wajood Ki Chadar Banalo Mujhko
Zindagi B Tere Nam Kardi Hai Humne;
Bas Chand Lamhe Seene Se Lagalo Mujhko...
Sabhi ko sabh kuch nahi milta,
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dil walon ki dunia hai dost,
kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta…
Chandu
Jo Ho Ek Baar, Woh Har Baar Ho, Aisa Nahi Hota
Hamesha Pyare shakhs, Se Pyaar Ho, Aisa Nahi Hota
Har Ek Kashti Ka, Apna Tajruba Hota Hai, Duniya Main
Safar Main Roz Hi, Manjdhaar Ho, Aisa Nahi Hota
Kahaani Main To, Kirdaaron Ko Jo, Chahe Banadijiye
Haqeeqat Main, Kahaani Kaar Ho, Aisa Nahi Hota
Kahin To Koi Hoga, Jis Ko Apni Bhi, Zarurat Ho
Har Ek Baazi Main, DIL Ki Haar Ho, Aisa Nahi Hota
Sikha Deti Hain, Chalna Thokrain Bhi, Raahgiron Ko
Koi Rasta Sada, Dushwaar Ho, Aisa Nahi Hota