Uski Dosti Me Ye Naubat Aa Gai,
Thandi Hawa Bhi Hume Jala Gai,
Hawa Kehti Hai Tum Yaha Taraste Hi Reh Gaye,
Mein Tumhare Dost Ko Chhoo Kar Bhi Aa Gai!!
Kisi Ne Mujhse Poocha :
" Tum Apne Dosto Ko Itne Msgs Kyu Karte Ho ?
:
:
Maine Haste Huye Kaha:
:
:
:
:
" Kyonki In Gareebo Ka Mere Siwa Is Duniya Me Aur Koi Nahi Hai"
Mahek dosti ki kisi ishq se kam nai hoti,
Yeh duniya ishq pe khatam nai hoti,
Aagar saath ho zindagi mein sache doston ka,
Toh yah zindagi kisi jannat se kam nai hoti.
meri duaoo me shamil hai tu is tarha,
phoolo me hoti hai Khushboo jis tarha,
khuda teri zindagi mai itni khushiaan de Dost,
dharti pe hoti hai barish jis tarha,
DOST or Sacche Dost me 1
bda anter Dost kehta hai.
Agr tumhe kuch ho gaya to
mai akela kya karunga,
Jabki Saccha DOST kehta hai,
ki bevkuf mere rehte tujhe kuch nhi hoga.
Thats true frnds..
नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.
Jaise ache Dost saare nahi Hote ,
kuch hamare hokar bhi hamare nahi Hote ,
Aapse Dosti karne k baad mehsus Hua , Kaun kehta hai Zamee par taare nahi Hote .