Joke-1
Pakistan selling crackers on OLX at ₹1000*
Indians: Bhai ₹10000 dunga.. patakhe Pakistan me hi phodd de...
Joke-2
Meanwhile Alia Bhatt just called Salman Khan and asked him:
"Ye Sohail Khan Pakistan ke taraf se Kyu khela??"
Joke-3
Interviewer: Vapis aagoge to tumhe goli maar
denge.
Misbah: Goli se daar nahi lagta sahab, kohli se
lagta hai! :��
FACT:
Aapki Jankari Ke Liye Bata du...
Pakistan Aaj Tak India Ke Khilaf World Cup Me Match To Chhodiye,
Toss Bhi Nahi Jeeta Saka
Hai Mahashivratri Ka Ye Tyohar
Laye Har Chehre Par Muskaan
Sukh Aur Samridhi Ki Bahaar
Samet Lo Saari Khushiyan,
Apno Ka Saath Aur Pyar
Is Pawan Avsar Par,
Aap Sab Ko Mahashivratri Ka Pyar.
happy mahashivratri
Sara Jahan Hai Jiski Sharan Me,
Naman Hai Us Shiv Ke Charan Me,
Bane Us Shiv Ke Charano Ki Dhool,
Aao Mil Kar Chadhaye Hum Shraddha Ke Phool.
"HAPPY SHIVRATRI".
Shiv Ki Shakti, Shiv Ki Bhakti,
Khushi Ki Bahar Mile,
Shivratri ke Pavan Avsar Par,
Apko Zindagi Ki Ek Acchhi Nai Shuravat Mile,
Happy Manashivratri
om me hi astha
om me hi vishwas
om me hi shakti
om me hi sara sansar
om se hoti hai achchhe din ki suruwaat
bolo om namha shivay
HAPPY SIVRATRI
JAY BHOLENATH.
Shivratri blessings to you and your family.
May the almighty Lord Shiva bless you all
with good things and perfect health.
May Lord Shiva grant you a handsome and
decent match this year and
may you live happily
Shivratri ke is pawan parv par
safalta ka damru sadev aapke oopar bajta rehe.
Wishing you all a very happy Mahahivrati.
God bless you all with lots and lots of happiness,
your wishes will be accomplished.
Om Namah Shivay
सीता जी के वनवास जाने में बहुत बड़ी सीख है|
वाह-वाह... वाह-वाह...
सीता जी के वनवास जाने में बहुत बड़ी सीख है|
वाह-वाह... वाह-वाह...
.
.
.
जब घर में तीन-तीन सास हों तो जंगल ही ठीक है|
Yeh Baat Samajh Me Aayi Nahi,
Aur Mummy Ne Samajhai Nahi.
.
Mai Kaise Mithi Baat Karu?
Jab Mithi Chiz Koi Khai Nhi.
.
Ye Chand Kaise Maamu Hai?
Jab Mumy Ka Wo Bhai Nahi.
.
Kyu Lambe Baal Hai Bhaalu Ke?
Kyu Usne Treamming Karai Nahi.
Kya Wo Bi Ganda Bachha Hai?
Ya Jungle Me Koi Naai Nahi.
.
.
Nana Ki Biwi Jab Nani Hai,
Dada Ki Biwi Jab Dadi Hai.
Papa Ki Biwi Kyon Papi
Nahi? .
Bhai Suna Ki Kal Raat 4 Gundo Ne
Aapki Kanpati Pe Gun Rakh Ke Pucha-
Goli Maru
Ya G@@nd?
.
.
.
Aaj Aap Ko Whatsapp Pr Online Dekh
Ke Khushi Ho Rahi Hai.
Good Decision..!!!
Ek Line Jo Ladkiyo or Ladko Ka Dil Raat Ko 2 Bajay Bhi Tod Sakti Hai
"The Number U Have Dialed is Busy on Another Call, Please Try Again Later Agree ??
Arz kiya hai..
Muskarana to har ladki ki adaa hai.
Wah wah..
Gor farmaiye..
Muskarana to har ladki ki adaa hai.
Use jo mohabbat samjhe wo sabse bada Gadha hai.
Dard me koi mousam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota.
Koi dekhe to humari bebasi,
Hum sabhi ke ho jate hain
Par koi humara nahi hota . ..
Girl: Mat kar Picha Mera ek din royega
.
.
.
Bahar College k Tu Samose ki dukan kholega,
.
.
.
Boy: Tu mt thukra Mera Pyar,
Ek Din Pachtayegi,
.
.
.
.
.
Usi dukan pe Bartan Manjti Nazar Aayegi!
.
Hahaha thoko likes!
Jankar anjan banna acha lagta hai
Mujhe unko aapne liye pareshan kar na acha lagta hai.
Karte hai woh mujse pyar ka igrar
Ek hi baat bar bar sunna acha lagta hai