Bikhari- Bhgwan Ke Nam Pe Kuch De Do Bhuka Hu. Baniya 100 Rs Dikhate Hue Bola- Chhute H Tere Pas? Bhikari Kushi Se- Han H. Baniya- To Pehle Wo To Khrch Kr Le
Shaadi ke baad Pappu ne apni
wife se pucha :
.
"Tumhare shadi se pehle kitne
boyfrnd the?"
.
Wife ne 1 lifafa dia, jisme
chawal k kuch dane aur 200 Rs.
the.
.
Pappu : Ye kya?
.
Wife : Mai jab bi boyfriend
banati thi to 1 chawl ka dana
isme dal deti thi.
.
Pappu (Dane gin ke) Bus 7? Aur
ye 200 Rs.
Kyun?
.
.
.
Wife : 4 killo chawal bech
diye..
Girl to Teacher: Ye Pyar kya
Hota Hai?
.
Teacher: Jab Tum Badi ho
kar Achi Bachi Banogi to
Tumhai 1 pyar karne wala mile ga.
.
Girl: Agar Achi na Bani to?
.
Teacher: To Bohat Saray Milenge.
Husband wanted to call the hospital
to ask about his pregnant wife,
but accidently called the cricket stadium.
He asks, “How’s the situation?”
He was shocked & nearly died on hearing the reply.
They said, “It’s fine. 3 are out,
hope to get another 7 out bylunch,
last one was a duck!”..
Hum raat bhar hilate rahe par wo nai aayi..
.
Hum raat bhar hilate rahe par wo nai aayi..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Par hum jo hila rahe the wo tha pankha aur jo nai aayi wo thi bijli...!.
Haath jorta hu tumhare aage sudhar jao :P
Ladkian apny HUSBANDS ko "A.G" Q
kehti ha?
Bcoz Ladkian tamezdar hoti hai.
Sub ky samnay
"Abey Gadhey" nhi keh skti,
Isliye short form ma bolti he. A.G
पत्नी: मैं तंग आ गई हूं रोज-रोज की किट-किट से।
मुझे तलाक चाहिए!
पति: यह लो, चॉकलेट खाओ।
पत्नी (रोमांटिक होकर): मना रहे हो मुझे?
पति: नहीं रे पगली... मां कहती है, अच्छा काम करने
से पहले मीठा खाना चाहिए।
Ghalib ne apni gf ko date par
bulaya wo
late ho gayi..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ghalib- Falak pe taaro ko neend
aa rahi hai,
kambakht doosri wali ka time ho
gaya hai or tu ab aa rahi hai..
By :
Nitish
Boy: Main tumhare liye kuch bhi kar
sakta hoon
Girl: jao chaand tod ke le aao
Boy: agar chaand tod ke le aaya to
EID kya tere baap ka takla dekh ke
manayenge
Joke of Facebook..
Facebook ka naya rule..
Agar apka facebook id block hota hai tab apka,
apne VOTER ID, DRIVERY LICENCE ya sarkari Identity ki Photo copy upload karni padegi..
Santa- Hamara Sim Block ho jata hai tab bhi ham ye nahi dete,
to ye kon sa Bank Account hai. :D :p
Pagal Facebook!!!
Ek mantra hei aap k sansark jiban me khusi aajayegi
.
.
.
.
.
Bibi ki saari pehen lo wo tumhe pagal samajh k bhag jayegi, baad me aapna pakad k santi se betho.
Ager mobile INDIA me bante to usme templates kuch aise hote:
* Kuttey call kar jaldi.
* Cigerret lete hua aana.
* Teri bhabhi k sath hu.
* Yar kisi ladki ka No. to de
* Kaha hai bey?
* Kal college ya bunk?
* Dimag mat kha.
* Ghumne chal raha hai kya?
* Balance nahi hai.phone kr
Ek shaitan baccha unknown
number se call karta hai..!
Ek aadmi uthata hai!
Admi: Hello!
Baccha: Ullo pullo kullo!
Aadmi: Kaun hai be? Baccha: Ek Insan
Aadmi: Wo pata hai naam bol?
Baccha: Main ek ganda bacha hu!
Aadmi: Teri to aisi ki taisi!
Kahaan rehta hai?
Baccha: Prithvi pe! Aadmi: Wo to pata hai, phone kyu
kiya?
Baccha: Tujhe pareshan karne ke liye!
Aadmi: Ruk saale!
Apne baap ko bula!
Chhakke ki aulaad. Baccha: Hello papa, main Pappu!