• Categories
  • Santa Banta Jokes   1306
  • Santa and Banta in a football stadium.. Santa: Paaji, yeh log ball se kya kar rahe hain? Banta: goal kar rahe hain!!! Santa:’lekin paaji ball toh pehle se gol hain, aur kitni gol Karenge?’
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Snta-Yaar, Mai Bahut Pareshan Hu Bnta-Kya Hua? Snta-Sala Subah Se Koi Low Battry K Nam Se MissCall Kr Rha h Par saale ka Number Nai Aa rha
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • JUDGE to Santa, Tumhara jurm sabit ho chuka he, kal tumhe Fansi pe chdhaya jayega. . . . Santa: Wo to thik he,lekin utara kab jayega...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Ek bar santa apni girlfriend ko apne ghar pe le ke gaya... Usne sari khidki darwaje band kar diye, sari lights off kar di or Girlfriend se kaha . . . . . Dekh meri watch me light jalti hai........
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • santa kisi ladki ke ghar rista le kar gaye ladki ke maa baap bole humari beti abhi padh rahi H. Santa koi baat nahi hum 1ghante baad aa jayenge...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa apne friend Banta ke saath ATM gaya. Santa: Banta, zara mera balance check kar do, mujhe check karna nahi aata. Banta ne Santa ko dhakka de diya, aur Santa gir gaya. Banta: Tumhara balance kharab hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ne bank loan pe 1 car li, Loan nahi chuka paya to bank wale car utha kar le gaye, . . Udas santa- . . . . . . . . . . pehle pata hota to shadi bhi loan leke karta...!!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Was Kissing A Blank Paper. Banta: Ye Kya Hai? Santa: Mri Girlfriend Ka Love Letter Hai. Banta: Magar Ye Toh Khali Hai yar, Santa: Aaj-kal Hum baat nahin karte.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Ek Aurat Padosan Se Boli 5 Ghante Ho Gaye Mere Pati Ko Sabji Kharidne Bazar Gaye H.Abhi Tak Nahi Lote. Mujhe Chinta Ho Rahi H.
    Padosan : Iss Mein Chinta Ki Kya Baat H Apne Padosi Ko Pata Lo.
    Father Ne Church Mein Updesh Diya Tha.
    Maine Kaha Mein To Karti Hu Father Lekin Uski Biwi Aitraj Karti H.
    :grinning::grinning::grinning::grinning:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Sharab Pikar Sadhu Se Takra Gya Sadhu Gusse Me- Aye Murkh Me Tujhe SHRAAP Deta Hu Santa-Rukiye Maharaj Me Glas Leke Ata hu.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa – gai kale me macchar ne ullu banavya Banta – e kvi rite? . Santa – me bedroom ma machhardani nakhi ane hall ma sui gyo..
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa : Mai to Duvidha me Fanss Gaya hu.. Banta: Wo Kaise? Santa: Yaar Biwi Ke Makeup Ka Kharcha Bardast Nahi Hota, aur Makeup K Bina Biwi Bardast nhi Hoti!...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Raja Dashrath ki teen raniyaan thi. Wife: Toh? Santa: Toh main do shadiyaan aur kar sakta hoon! Wife: Soch lo. Draupadi ke 5 pati they. Santa: Tu bhi naa, dil pe le leti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa - Yaar Uth Bhukamp Aa Raha Hai, Sara Ghar Hil Raha Hai. Banta- Soja-Soja Ghar Girega To Makaan Maalik Ka, Hum To Kirayedar Hain..
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Police..: hume aapke ghar ki talaashi leni hai, suna hai k aapke ghar mein visfotak saamagri hai. Santa....:Khabar to pakki he, par abhi wo maike gyi huyi hai..:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa-Yaar Ye Bata Is Duniya Me Kitne Desh Hai Banta-Are Pagal Is Duniya Me Ek Hi To Desh Hai Jiska Naam India Hai Baki To Sab Videsh Hai
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Mobile me kuch MP3 Songs Load karwana hai. Servicing Man: Memory card hai? Santa: Nahi! Rashan Card chalega kya?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes