Santa : Mujhe Mobile Me Mp3 Songs Dalwane Hai.
Mobile Shop Wala : Memory Card Hai Kya?
Santa : Sochne Ke Baad
.
.
.
.
.
Nahi Memory Card Nahi Hai,
RASHAN CARD Chalega?
Aadmi Ne Bhagwan Se Pucha: Tumhe Aurat Ko Itna Najuk Kyu Bnaya?
Bhagwan: Taaki Tum Use Pyar Karo.
Aadmi: Aur Itna Aakrshak Ku Bnaya?
Bhagwan: Taaki Tum Use Pyar Kar Sako.
Aadmi: Magar Use Itna Bewkoof Ku Bnaya?
Bhagwan: Taaki Wo Tumhe Pyar Kar Sake.
संता किसी लड़की के घर रिश्ता लेकर गया।
लड़की के मां-बाप बोले – “हमारी बेटी तो अभी पढ़ाई कर रही है।”
संता बोला – “कोई बात नहीं जी, हमएक घंटे बाद आ जाएंगे।”
Santa:-Ek Bus Ke Piche Teji Se Baag Raha Tha Aakhir Mein Usne Bus Pakad Hi Li.
Vo Driver Ke Pass Gaya Or Usko Bola – “Ye Bus Teri Ma Lagti Hai?”
Driver Bola: “Nahi”
Santa: “Behan Lagdi Hai?”
Driver: “Nahi”
Santa: “ Biwi?”
Driver: “Nahi”
Santa: “To Saale Fir Chadne Kyu Nahi Deta.“
Santa: Jab Me Chota Tha To Ek Baar Kutub Minaar
Se Gir Gaya Tha.
Banta: Acha!!to Mar Gaya Ya Bach Gaya.
Santa: Saale.! Mujhe Kya Pata, Me To Chhota Tha.
Santa: Cort Me Judge Se
Aaj Tak Mari Itni Baijti
Kbhi Nahi Huii. Meri
Podosan Ne Mujhe Nahte
Huye Dakh Liya..
Judge: To Tum Kau Chahte Ho..
Santa: Badla
Santa : Mai to Duvidha me Fanss
Gaya
hu..
Banta: Wo Kaise?
Santa: Yaar Biwi Ke Makeup Ka
Kharcha
Bardast Nahi Hota, aur Makeup K
Bina
Biwi Bardast nhi Hoti!.......
Santa Roasted Chicken Khane K Baad Hadi Chaba Raha Tha,
Pas Baitha ek pandit roti Kha Raha Tha
Pandit Santa se pucha : Tumhare yaha kutte Kya Khate Hai?
Santa: Roti
Santa: sister muje 1 bottle blood de do.
Nurse: Blood group bolo.
Santa: koi b chalega.
Nurse: kaise chalega?
Santa: Girl friend ko Love Letter likhna hai.