santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada?
doctor-konsa game khelteho?
santa-mobile mai snake wala
Santa Banta Ko Gusse Se Bol Raha
Tha.
Santa: Yaar, Jab Mene Tujhe Khat
Likha Tha Ki
Meri Shaadi Par Jaroor Aana,
Tum Aaye Kyun Nahi?
Banta: Ohh Yaar,
Par Mujhe Koi Khat Mila Hi Nahi.
Santa: Mene Likha To Tha Ki
Khat Mile Ya Na Mile Tum Zaroor
Aana.
Santa and banta jungle mein, samne aaya sher…
Banta ne sher ki aakhon main mitti phenki,
aur bhaagne lagaa aur santa ko bhi bhaagne ko kahaa.
Santa : Main kyu bhagu, mitti to tune phenki hai.
दिल खोल कर हंसो यारो:- संता एक बार इंटरव्यू के लिए गया, नौकरी ऑलरेडी बॉस के साले को मिल चुकी थी। लेकिन औपचारिकता के लिए इंटरव्यू जरूरी थी। इसलिए ऐसे सवाल पूछे जा रहे थे कि जिनका कोई मतलब नहीं था। संता की बारी आई... इंटरव्यूअर : आप नदी के बीच एक वोट पर हो और आपके पास दो सिगरेट के अलावा कुछ भी नहीं है। आपको 1 सिगरेट जलानी है ? कैसे जलाओगे ? संता सीरियस हो गया.... सर इसके 3-4 सॉल्यूशन हो सकते हैं.... , , , इंटरव्यूअर शॉक्ड को गया, लेकिन संता से बोला बताओ... , , , संता के ऊटपटांग आन्सर: एक सिगरेट लें और उसे पानी में फेंकें। इससे बोट LIGHTER हो जाएगी…….. इस LIGHTER से आप दूसरी सिगरेट जला सकते हैं। इंटरव्यूअर:- ये क्या बकवास है... संता का एक और जानलेवा आन्सर.... … … … एक और हल: सिगरेट को ऊपर की और फेंके और फिर कैच लें. क्योंकि Catches Win Matches और इन Matches से फिर सिगरेट जलाई जा सकती है। इंटरव्यूअर:-स्टूपिड....!! संता :- सर कुछ और Solution भी हैं…. … … अपने हाथ में पानी लें और फिर उसे नीचे टपकाएं drop By Drop…(TIP – TIP) इंटरव्यूअर:- अबे गधे उससे क्या होगा..?? संता:- सर आपने वो गाना नहीं सुना....!! “TIP TIP बरसा Pani पानी ने आग लगाई” उस आग से हम सिगरेट जलाएंगे”… इंटरव्यूअर अब कोमा में है अब दिल खोल कर हंस लिए तो लाईक भी कर दोना :-
Santa : Kal Raat Toilet main gaya toh wahan bhoot tha
.
.
.
Banta : "Acha !!!!! Fir Kya hua "
.
.
.
.
.
Santa : Hona Kya tha maine usse Bol diya "Bhai aap hi kar lo Humara toh waise hi nikal Gaya"
Santa found answer to the most
difficult question ever- What comes
first -
the chicken or the egg?
.
.
.
.
.
.
.
O yaar, jiska order pehle doge, vo
ayega!
Santa Ji, Kya Baat H Aapke Piche Kutte :dog2:Pade H, Or Aap Hai Ki Hase:grinning: Hi Ja Rahe Hai ? Santa : Ji Dekhiye Na, Mere Pass Sim Airtel Ka H Aur, Vodafone Ka Network Mera Pitcha Kar Raha H.
Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha
Police=kya Kar Rahe Ho ?
Santa=abbu K Liye Dua,
Police=ye To Bachche Ki Qabr Hai
Santa=abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.........
Santa Ko Thane Mein Laya Gaya
.
.
Aur Police Inpector Ke Aage Pesh Kiya Gaya
.
.
.
Inspector: “Tumne Is Bechare Bikhari Ko Itna
Kyu Maara?”.
.
.
.
Santa: “Mene Isko Kitni Baar Bola Ki Main Aisa
Waisa Aadmi Nahi Hoon, Fir Bhi Sala Bolta
Hai,
.
.
."Ek
Baar De De Baba“ . :P :D
Maine Ek Naya Drink Bnaya H.
Yeh Dudh, Gulocose Aur Sharab Ko Mix Karke Bana H.
Dudh Aapko Shakti Deta H, Glucose Apme Furtilapan Lata H.
Aur Sharab….?
Sharab Tumhe Yeh Btati H Ki Tumhe Apni Shakti Aur Furti Kaha Paryog Karni H.