Santa : Mai to Duvidha me Fanss
Gaya
hu..
Banta: Wo Kaise?
Santa: Yaar Biwi Ke Makeup Ka
Kharcha
Bardast Nahi Hota, aur Makeup K
Bina
Biwi Bardast nhi Hoti!.......
Preeto Santa Se Puchti Hai
Preeto: “Kitna Pyar Karte Ho Mujhe?”
Santa: “Shahjhan Jitna”
Preeto: “Sachii, Mere Marne Ke Baad Taj Mahal Bnaoge?”
Santa: “Main Plot Bhi Le Chuka Hoon Pagli, Der To Tu Kar Rahi Hai“
Train mai santa apni wife se: Tujhse shaadi karke pachchhta raha hoo, dil karta hai k tujhe kutte ke daal du
Saamne Baitha passenger: Bhow, BHow, BhoW, Bbhow ...
Santa In Bmw At Petrol Pump:
5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do.
Pump Wala (Gusse Me):
Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai?
Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle,
Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Oh ho santa
Santa-Gajini Me Amir Ne Itni solid Body Kese Bnayi hogi?
BNTA-Jab Wo Jim Se Waps Aata Tha To 15Min K Bad Bhul Jata tha or fir Wapas Jim Jata Tha isliye.
संता: यार तेरी लाइफ में कोई लड़की क्यूं
नहीं आती?
बंता(शायराना अंदाज में):
जिंदगी हमारी यूं सितम हो गई,
खुशी ना जानें कहां दफन हो गई,
बहुत लिखी खुदा ने लोगों की तकदीर में
मोहब्बत,
जब हमारी बारी आई तो स्याही खत्म
हो गई.
संता: ट्रेन में रात भर नींद नहीं आई. ऊपर की सीट मिली थी गर्मी बहुत थी.
बंता:तो किसी से सीट बदल लेते.
संता:यार, किससे बदलता. नीचे की सीट पर कोई आया ही नहीं.
Santa dials a number a girl
receives tha call.
Santa: who r u...?
Girl: seeta here.
Santa: sorry madam..
Maine to chandigrh phone kiya
tha galte se ayodhya lag gya!
Santa: Banta Bhai Aj Hum Log Tab Tak Piyenge Jab Tak Samne Vale Ped 3 Ke 6 Nahi Dikhte??
Waiter: Bus Karo Salo Smne 1 Hi Ped Hai..ab Kya Pura Jungle Banaoge
Santa khudkushi par speech de raha tha...
"Khudkhushi paap hai, zulm hai, gunaah hai, buzdili hai, pagalpan hai.........
Khudkhushi karne se behtar hai ke insaan khud to goli maar de"
Mahila: Doctor Sahab, Kya Mein Injection Lagwane Ke Baad Thik Ho Jaungi.?
Doctor: 100% Aap Thik Ho Jayengi.
Survey Ke Anusar Iss Injection Se 5 Mein Se Kewal 1 Thik Hota H
Or Aap Se Pehle 4 Marr Chuke H.
Santa: Maine Apki Dukan Se Murgi Dana Kharida Tha
Dukandar: To Kya Usme Koi Kharabi Nikli
Santa:mahina Ho Gaya Muje Khet Me Boye Ab Tak Murgi Nahi Ugi
..