In Biology practical exam:
Teacher: Is panchi k tange dekh k bataao ki iska naam kya hai..
Santa: Tange dekh k kaise bataao be..?
Teacher: NAALAKYAK!! Tumher zero milta hai. Apna naam bataao.!!
Santa: Ye le..meri taange dekh k likh le...:
Santa ke lips jale hue the
Banta: Kaise jale
Santa: Wife ko railway steation drop krne gaya tha.
Banta: To?
Santa: Khushi ke mare.
Train ke engine ko choom liya.
Ek Grahak Apni Plate Mein Jhankta Hua, Bola- Yeh Kya H? Mujhe To Tari Hi Tari Dikhayi De Rahi H, Isme To Meet Bilkul Bhi Nahi Dikhayi De Raha. Waiter: Hoga Shahb Dekho To. . . Grahak: Kya Khak Hoga, Ise To Tum Mangalwar Ko Kisi Pandit Ji Ko Bhi Khilao To Unka Bhi Dharmbrasht Nahi Hoga. :smile::smile::smile::smile::smile:
Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha
Police=kya Kar Rahe Ho ?
Santa=abbu K Liye Dua,
Police=ye To Bachche Ki Qabr Hai
Santa=abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.........
एक दिन संता को अनजान नंबर से फोन आया. फोन पर लड़की थी.
लडकी:हेलो, आप कुंवारे हैं ?
संता:नहीं, लेकिन आप कौन बोल रही हैं ?
लड़की: मैं तुम्हारी बीवी बोल रही हूं. आज घर आना तो बताऊंगी .
(थोड़ी देर बाद संता को फिर एक अनजाने नंबर से फोन आया. फिर से एक लड़की ही थी)
लड़की:क्या आप शादीशुदा हैं ?
संता:हां, लेकिन तुम कौन ?
लड़की:तुम्हारी गर्लफ्रेंड, धोखेबाज!
संता:सॉरी बेबी, मुझे लगा मेरी बीवी हैं .
लड़की:बीवी ही हूं. आज बस तुम घर आओ, फिर बताती हूं .
Santa ka Baap UK se Aya.. Baap- Teri MAA Kahan he ?? . . Santa- Padosi ke Saat Bhag Gayi…!! . . Baap- Tune Mujhe bataya kyu nahi ?? . . Santa – Socha Surprise dunga………..lolz…
Satna: Ek bar mere upar se scooter nikal gaya, par fir bhi muje kutch nahi hua.
Banta: Yeh to kutch bhi nahi... Ek bar mere upar se aeroplane nikal gaya, me fir bhi bach gaya.
Golden Words By Martin Luther King.
If U Cant Fly, Run.
If U Cant Run, Walk.
If U Cant Walk, Crawl.
But Keep Moving.
Santa: Woh To Theek Hai,
Par Jaana Kaha Hai ?
Hahahaha