संता (बंता से)- आज टीवी पर 30 फीट का सांप दिखाने वाले हैं।
बंता (संता से)- अच्छा! पर मैं नहीं देख सकूंगा।
संता- क्यों?
बंता- मेरा टीवी सिर्फ 21 इंच का ही है!
Santa Baar Baar Apne Santan Ke,
Khushnasibi Ki Duaa Maangta Tha...
Aisa Vo Kai Saalo Se Kar Rha Tha :D
.
.
One Day Ek Farishta Aaya Uske Pass
Or Bola
.
Bhagwaan Ke Liye Bhaii.
Pahle Tu Shadi To Kar.
Santa Electric Shop Pe Gaya Aur
Dukandar Se Bola
Santa: Ek Kala Bulb Dena
Dukandar: Bhai Sahab,
Kale Bulb Ka Kya Karoge?
Santa: Yaar,
Dopaher Ko Andhera Karke Sone Ka
Mazaa Hi Kuch Aur Hai.
Santa banta jokes in hindi
Santa banta se: MBA ka matlab kya hota hai?
Banta santa se: nahi pata.
Santa banta se: Are aaj kal har jagah MBA ki dhoom machi hai.
banta: bata phir.
Santa banta se: MBA ka matlab "Mai Bhi Anna"
Santa kumbh k mele me pray kar raha tha...
.
.
Hey prabhu nayay karo..
.
.
Hey prabhu nayay karo...
.
.
.
.
Hamesha Bhai-Bhai bichadte hai
kabhi pati-patni pe bhi to try karo...
Aurto se bhari hui 1bus palat gyi, sari mar gyin.
Sab k husband 1-1 ghanta roye par Santa 2 ghanta roya..
Q?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Q k
santa ki wife se bus miss ho gyi thi;-)
Santa:- Humne Ek Aisi Cheez Banayi Hai
Jis Se Hum Diwar Ke Us Paar Dekh Sakte Hain,
.
.
Angrez:- Wow ! Wo Kya Hai... ?
.
.
.
.
Santa:- SURAAKH.
HaHaHa.
Santa ne Ghar ka Darwaza ukhara or kandhe pe rakh k Bazar me gya..
.
1 Admi ne pucha:" santa, Kya Darwaza Bechnahai.. ??
.
Santa:" Nhi Tala Khulwana hai.. Chabi gum ho gye hai..
Hanso mat Joke abhi aage hai..
.
.
.
.
Admi santa se:" Agar ghar me chor ghus gayato.. ??
.
.
Santa:" abe Andar kaise jayega darwaza to humare paas hai.. Hahaha ....
Santa And Banta Jungle Mein, Samne Aaya Sher…
Banta Ne Sher Ki Aakhon Main Mitti Phenki,
Aur Bhaagne Lagaa Aur Santa Ko Bhi Bhaagne Ko Kahaa.
Santa : Main Kyu Bhagu, Mitti To Tune Phenki Hai