Santa ko chand par bhejne ka
faisla hua..
.
.
Aadhe raste
jakar Santa rocket se kood gaya or chillaya......
.
.
kamino aaj to amawasya hai,
chand to hoga hi nahi......
1 Car ki Nilami ho rhi thi
10lakh,
20lakh,
30lakh,
Santa: Is Khatara me Aisa Kya h.?
Seller: Iske 10 Acidents Hue hain Har Bar Sirf Biwi Mari hai.
‘
‘
‘
Santa: iski ma ki aankh 1 Crore.
Santa Toilet Gaya To Diwar Per Likha Tha,
"Duniya Chaand Per Phuch Gai Hai,
Aur Tum Yaha Baitho Ho?"
Santa Ne Likh Diya,
"Bas Ye Kerke,
Me Bhi Jaa Rhaa Hun."
Ek Bar Santa Ka Interview Tha
To Us Pucha Gaya K Duniya Ki
Eaisi Konsi Wife H Jisko Ye
Pata Hota H K Uska Husband Kaha
H To Santa Ne Apna Khatarnak
Dimag Lagaya Aur Bola Vidhva Aurat.
by nadeem
संता का 60वां जन्मदिन था . बंता - ये केक :birthday: पर बल्ब :bulb: क्यों लगाया है :flushed: :flushed: . संता - 60 मोमबत्तियां लगाने मे मुश्किल हो रही थी इस लिये 60 वाट का बल्ब :bulb: लगा दिया:stuck_out_tongue_winking_eye::smile::joy::stuck_out_tongue_winking_eye:
Interviewer - Aapko, Kitne Saalo Ka Experience Hai.???? . . . Santa - Sir, Maine Kabhi Saalo Ko Try Nahi Kiya, Lekin Mujhe 2 Saaliyo Ka Experience Hai.
~.~ Santa Banta Short Jokes ~.~
Teacher To Santa : Tumne Home Work Kyu Nahi Kiya…?
.
.
.
.
.
.
.
.
Deadly Answer Given By
Santa : Sir Kyuki Hum To “Hostel” Me Rahte Hai…
‚ latest sms jokes ‚‚
Santa: Aaj TV pe 30 feet ka saap dikhane wale h.
Banta: Acha
Par mai nhi dekh pawunga.
Santa: kyu
Banta: Mera TV to 21 inch ka hi hai
Doctor:Kamjori hai, Fruite khaya karo chilke sahit
after 1 hour
Santa: Mere Pet me Dard ho raha hai
Doctor: Kya khaya tha?
Santa: Pineapple, chilke sahit