Teacher- How Many Planets Are There?
.
Santa- Mercury,Venus,Jupiter Vagerah Vagerah
.
Teacher-Aur Batao?
.
Santa-Aur Bas..Sab Badhiya!!
Maata Rani Ki Kripa
Ap Sunao???
!!! कल रात दिल्ली का मुझे ई-मेल आया है
खुन्नस में दिल्ली, अरे हाँ खुन्नस में दिल्ली
ने धोनी से धोखा खाया है !
!!! कल रात दिल्ली का मुझे ई -मेल आया है!!!
Santa Ko Thane Mein Laya Gaya
.
.
Aur Police Inpector Ke Aage Pesh Kiya Gaya
.
.
.
Inspector: “Tumne Is Bechare Bikhari Ko Itna
Kyu Maara?”.
.
.
.
Santa: “Mene Isko Kitni Baar Bola Ki Main Aisa
Waisa Aadmi Nahi Hoon, Fir Bhi Sala Bolta
Hai,
.
.
."Ek
Baar De De Baba“ . :P :D
Aisi Kya Dua Du Apko
Jo Apke Labo Pe Hasi K Phool Khila De
Bas Yahi Dua Hai Meri Rab Se
K Khuda Jaldi Se Apki Shadi Kara De.
.
.
.
.
.
.
.
.
Oye Hoye Muskurahat To Dekho.
Jab Bhi Kanjusi Ka Oscar Ka Nomination Aayega,
Tera Naam Bhi Usme Zarur Aayega,
Agar Ye Padkar Bhi Tune Reply Nahi Kiya,
To Pehla Prize Bhi Tujhe Mil Jaayega
Arz Kia Hai:
Petrol dalo to gari chalti hai,
Wah Wah
Petrol dalo to gari chalti hai,
Bhai Wah Wah
Petrol dalo to gari chalti hai,
Zara si tawajja plz
Bhai petrol dalo to gari chalti hai,
Kya irshaad farmaya hai,
Petrol dalo to gari chalti hai
Nahi dalo to nahi chalti hai.
Tum haste raho. or haste raho. or haste raho. or haste raho, muskarate raho, sada khilkhilate raho. khush raho. mera kya hain. log tumhe hi. paagal kahenge ha ha ha
Bs....
2 Aurton Ko 20 Sal Ki Saza Mli,
20 Sal Ek 7 Jail Me Guzarne K Bad,
Jab 2no Riha Hui To Dono Ne Muskurate Hue Kaha:
Chalo Ab Baki Baten Ghar Phunch Kar Karte Hai.
Ek ladki ne mujhe frnd request
send
ki.
Mene puchha:
do I knw u?
.
Usne reply diya:
aap mujhe kese pehchanto ho?
.
Aadhe gante tak yahi behesh krti
rahi par ye nhi boli ki,
English nhi aati, hindi me
bolo :-P :-)