Ek Light Bulb Ko Badalne Ke Liye,
5 Ladkiyo Ki Jarurat Padti Hai.
Kaise.
Simple Ek Ladki Bulb Chang Karegi.
Or Baki Ki 4.
Hey Bhagwan Aaram Se Chad.
Switch To ON Nahi He Na.
Dhyaan Se Kahi Gir Na Jayiyo.
Kisi Or Ko Hi Bula Lete.
Boyfriend Ne Msg Kiya: "Meri Photo wapas De De , Muje Nayi girlfriend Mil Gayi Hai".
,
,
,
,
,
Girlfriend Ne 30 Photos Bhej k Likha: "Inme se Dhoondh Lena ,
,
,
Mujhe To Teri Shakal Bhi Yaad Nahi
Teacher: "Aaj pehli
baar tum class me
baat kar rahi ho..
.
.
.
hamesha tum nazre
jhukake meri baate
sunti thi kya ho gya
hai tumhe.. ??
... .
.
.
.
.
.
.
.
Pinky:" sir ji net pack
khatm ho gya
hai..
Once A Boy And A Girl Decided To
Write Down Whatever They
Wanted To Change In Each Other..
Boy Eyes Filled With Tears After
Reading 7 Pages
The Girl Has Written..
Girl Eyes Were Filled After
Reading One Line The Boy Has
Written
"I Just Want To Change Your
Surname To Mine"..
Respect The One Who Loves You
Because It Is Hard To Live With
Your Shadows.
MAREEZ- Umar lambi karne Ka koi Tareeqa Bataiye.
DOCTOR- Shaadi Kar Lo.
MAREEZ- Is Se Umar Lambi Ho Jayegi ?
DOCTOR- Nahi, par do faayde hain
1) lambi zindagi ki khwahish Khatam Ho Jayegi
2) bachi khuchi zindagi lambi lagne lagegi ....
अप्रैल फुल तो पिता जी बनाते थे....
कहते थे..... . .
अगर किसी लड़की से ...
चक्कर हो तो बता दो हम शादी करवा देंगे तुम्हारी
.
.
.
.
.
.
.
एक बार हिम्मत करके बताया.... तो बांस के सोंटे से पिटाई हुई थी।
श्याम खाली पेपर को बार-बार चूम रहा था…!!! टीटू: – ये क्या है…??? श्याम: – लव लेटर है…। टीटू: – मगर ये तो खाली है…। :: :: :: :: :: :: :: श्याम: – आजकल बोलचाल बंद है… :slight_smile: :slight_smile:
Makan Malik: Bhai Tum Char Din Mein Mera Makan Khali Kar Dena.
Aise Kirayedaro Se Mein Tang Aa Gaya.
Kirayedar: Bas Itni Si Baat Hum Saal Ke Aakhiri 4 Dino Mein Khali Kar Denge
Wo sadak ke us paar thi
Main sadak ke is paar tha
Kuch wo aage badhi
Kuch main aage badha
Aur kuch aage wo badhi
Aur kuch aage main badha
Kuch aur wo aage badhi
Kuch aur aage main badha
Aab wo sadak ke is paar thi
Aur main sadak ke us paar tha.. :-P
Teacher : kitne saal k ho ?
Student : register me check kr le.
Teacher : kaha se ho ?
Student : school record me dekh le..
Teacher : sbse jyada pyar kise krteho.. Mom or Dad ?
Student : mere dil se puch le
Teacher : tera dil kaha h??
Student : teri beti se puch le.
अब किसी को किसी से कोई
समस्या नहीं होनी चाहिए,
अपना अपना लाल किला बनवाओ और प्रधानमंत्री बन
जाओ, चाहो तो अपने शहर में संसद औरराष्ट्रपति भवन
भी बना लो. कोई वीजा दे या न दे उससे
क्या फर्क पड़ता है, अपने मोहल्ले में व्हाईटहाउस बनवाकर
अमरीका के राष्ट्रपति बन जाओ.
एक हाथ में लिपस्टिक – दूसरे में मोबाइल – एक कान कुकर की सीटी पर – दूसरा वाट्सएप की नोटिफिकेशन पर – एक आँख टीवी पर – दूसरी पति की हरकतों पर कौन कहता है नारी जीवन आसान है..