ek ensaan ne no entry me gadi chalai. Police ne use pakada aur poocha etna bada bord dikhta nahi jisme no entry likha hua hai. Tab us ensaan ne kaha. Achcha ye uska bord hai mujhe to laga no entry film ka bord hai.
बुरा ना मानो होली है कह कर, मेरे पडोसी ने मुझ पर
रंग फेंका था ।
कल मैने भी बुरा ना मानो दिवाली है कह के, उस पर बम
फेक दिया ।
अब सारा मोहल्ला रात भर से मुझे ढूंढ़ रहा है।
Kitna Bebus Hai Insaan Qismat Ke Aage,
Har Sapna Toot Jata Hai Hakikat Ke Aage,
Jish Ne KaBi Jukna Nahi Sikha Duniya Me,
Wo Bhi Juk Jata Hai Begum Ke Aage.
Lady: Mujhe Aisi Sabji Do
Jiske 2 Fayde Ho
Admi: Ye Lo Kakadi
Pasand Aaye To Kha Lena Varna
Gol Piece Katke Aankh Pe Lga Lena
Vaise Aap Ki Soch Ko Salam.
Uff Plzz Plzz Aur Karo
Naaa Dabao Naa, Zara Zor
Se Aisa Karo Apni Shirt
Nikalo Apni Pant Bhi Nikal
Do Meri Saadi Bhi Nikal Do
Ab Zorse Dabao Aur Dabao
Naa Bahut Tight Hai Plz.
Aur Zorse! plz Karo Naa Plz,
Ho Gaya Na Suitcase Bannd.
Mene Ek Murga Pakda Or Tokri Me Dala,
Sala Niche Se Nikal Gya...
Fir Se Pakda Or Tokri Me Dala,
Fir Se Sala Niche Se Nikal Gya...
Muje Bahut Gussa Aaya ,
Mene Use Kata , Seka, Bnaya ,Or Khaya,
Fir B Sla Niche Se Nikal Gya.
Bahoot Royee Woh Hamare Paas Aa Kar,
Jab Ehsaas Huaa Unhe Apni Ghalti Ka,
Chup Kar Deta Main Apne Mehboob Ko,
Agar Chehre Par Hamare Kafan Na Hote ! Sagarr Se7en575
Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata…
Dushman haste rahenge,
Parwah na kro,
Pyar kia hai to izhaar kro,
Sandal aur chappal ki maar se na dro,
Ashiq ho to ashiqi kro,
Chup chup k apni lela se milo,
Agar dekh le uska baap,
Darr kr bhago keu ki baap hi krta hai paap aur ho jata hai ashiqe ka top,
So top pe na aana ashqi fir bhi nibhana...
Love forever ...
Phone karke sorry bol rhi thi..
.
Bol rhi thi jesa tum bologe vesa karungi.
.
Plzz mujhe chodd ke maat jao ..
. Mene Bhi Keh Diya Bhul Ja Mujhe.. .
.
.
.
.
. .
Pta nhi Kis ki Girlfriend thi.
Pappu 2 Ramu ; agar tumhe rod par ek 50 ka note milta he or ek 500 ka to tum konsa note uthaoge.
Ramu ; 500 ka
pappu ; agar me hota to dono utha leta...